Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Apne Dil Ki Dhadkano Ko Tham Lo Jara (Miss Dil & Mr Dil) - अपने दिल की धड़कनों को थाम लो जरा
apne dil ki dhadkano ko thaam lo jara
ek se badhke ek hai yaha pe apsara
apne dil ki dhadkano ko thaam lo jara
ek se badhke ek hai yaha pe apsara
chalte chalte chal jayegi re
aankhe jispe ruk jayegi re
pal me ban jayegi miss dil
kaun banegi ab ye hai mushkil
ho ho ho o o o o
ho ho ho o o o o
apne dil ki dhadkano ko thaam lo jara
ek se badhke ek hai yaha pe naujawa
apne dil ki dhadkano ko thaam lo jara
ek se badhke ek hai yaha pe naujawa
chalte chalte chal jayega re
dil me jo utar jayega re
pal me ban jayega mistar dil
par kaun banega ye hai mushkil
ho ho ho o o o o, ho ho ho o o o o
ho ho ho o o o o, ho ho ho o o o o
miss dil mistar dil
miss dil mistar dil
yaha sab rang hai jine ke dhang hai
aankho ko kiski ada pasand hai
yaha sab rang hai jine ke dhang hai
aankho ko kiski ada pasand hai
dekho ab kiska aata hai numbar
kaun wo nishana hai
tu apni aankho ke pyare deep jalaye ja
fashion ka jamana hai
are chhodo jo purana hai
miss and mistar dil ko
dunia pe chha jana hai
fashion ka jamana hai
chhodo jo purana hai
miss and mistar dil ko
dunia pe chha jana hai
paris me london me, america me jakar
hungama machana hai
ho ho ho o o o, ho ho ho o o o
ho ho ho o o o, ho ho ho o o o
apne dil ki dhadkano ko thaam lo jara
ek se badhke ek hai yaha pe apsara
apne dil ki dhadkano ko thaam lo jara
ek se badhke ek hai yaha pe naujawa
chalte chalte chal jayegi re
aankhe jispe ruk jayegi re
pal me ban jayegi miss dil
kaun banegi ab ye hai mushkil
ho ho ho o o o, ho ho ho o o o
ho ho ho o o o, ho ho ho o o o