Video of "Mohabbat Ki Kahaniyan" from YouTube
Mohabbat Ki Kahaniyan Video Thumbnail
Advertisement
Mohabbat Ki Kahaniyan - मोहब्बत की कहानियाँ
Lyrics of Mohabbat Ki Kahaniyan - मोहब्बत की कहानियाँ
mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya
mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya
hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya
mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya
hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya
mohabbat ki kahaniya

ye kisse nigahe yar ke ye dhadkan dile bekarar ke
ye kisse nigahe yar ke ye dhadkan dile bekarar ke
ye subah tumhari yad ki ye shame suhani bahar ki
tumhari mohabbat me hame sanam mili hai ye nishaniya
hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya
mohabbat ki kahaniya

jamana na hamse chhen le ye daulat tumhare nam ki
jamana na hamse chhen le ye daulat tumhare nam ki
nigaho se dekhe hum kabhi na surat judai ki sham ki
rahe yu hamesha sath hum rahe na rahe jindgani
mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya
hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya
mohabbat ki kahaniya
lyrics of song Mohabbat Ki Kahaniyan
Poetic Translation - Lyrics of Mohabbat Ki Kahaniyan - मोहब्बत की कहानियाँ
The tales of love, youth now does unfold,
The tales of love, youth now does unfold,
Upon our love, may God's grace be bold,
The tales of love...

These whispers of the beloved's gaze, the heart's unrest,
These whispers of the beloved's gaze, the heart's unrest,
Your morning's memory, your evening's joyous zest,
In your love, dear one, these signs are bestowed,
Upon our love, may God's grace be bestowed,
The tales of love...

May time not steal this treasure of your name,
May time not steal this treasure of your name,
May we never see the face of separation's flame,
Together forever, though life may wane,
The tales of love, youth now does attain,
Upon our love, may God's grace remain,
The tales of love...

Woh Din Yaad Karo (1972) - Movie Details
Film CastSanjay Khan, Nanda, Shashikala, Mehmood, Madan Puri, Dhumal, Ulhas Wasti, Tun Tun, Rajan Haksar SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Sulakhshana Pandit, Suman Kalyanpur, Talat Mahmood LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorK Amarnath ProducerK Amarnath External LinksWoh Din Yaad Karo at IMDB      Woh Din Yaad Karo at Wikipedia Movie at YTWoh Din Yaad Karo at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement