Video of "Mohabbat Mein Aise Zamane Bhai Aaye" from YouTube
Mohabbat Mein Aise Zamane Bhai Aaye Video Thumbnail
Advertisement
Mohabbat Mein Aise Zamane Bhai Aaye - मुहब्बत में ऐसे ज़माने भी आये
Lyrics of Mohabbat Mein Aise Zamane Bhai Aaye - मुहब्बत में ऐसे ज़माने भी आये
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye

muhabbat ki aankho se ashko ko chunkar
muhabbat ki aankho se ashko ko chunkar
kisi ne falak pe sitaare sajaaye
kisi ne falak pe sitaare sajaaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye

banaaya tha ik aashiya do dilo ne
banaaya tha ik aashiya do dilo ne
jamaane ki aandhi ne tinke udaaye
jamaane ki aandhi ne tinke udaaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye

muhabbat jo ki hai toh fariyad na kar
fariyad na kar
muhabbat jo ki hai toh fariyad na kar
fariyad na kar
muhabbat pe iljaam aane naa paaye
muhabbat pe iljaam aane naa paaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
lyrics of song Mohabbat Mein Aise Zamane Bhai Aaye
Poetic Translation - Lyrics of Mohabbat Mein Aise Zamane Bhai Aaye - मुहब्बत में ऐसे ज़माने भी आये
In love, such ages did we know,
Where tears would fall, then smiles would grow.
In love, such ages did we know,
Where tears would fall, then smiles would flow.

From love's own eyes, the teardrops gleaned,
From love's own eyes, a harvest seen,
And on the heavens, stars were strewn,
A sky of memories, brightly hewn.
In love, such ages did we know,
Where tears would fall, then smiles would flow.
In love, such ages did we know,
Where tears would fall, then smiles would grow.

A nest of love, two hearts had made,
A haven built, where dreams were laid,
But winds of time, with cruelest hand,
Dispersed the threads across the land.
In love, such ages did we know,
Where tears would fall, then smiles would grow.
In love, such ages did we know,
Where tears would fall, then smiles would flow.

If love you've known, then do not weep,
No cries aloud your heart should keep,
Let no blame touch what love has done,
Let love's true essence overcome.
In love, such ages did we know,
Where tears would fall, then smiles would flow.
In love, such ages did we know,
Where tears would fall, then smiles would grow.

Sagai (1951) - Movie Details
Film CastPremnath, Gope, Rehana, Iftekhar, Poornima, Sunder, Yakub, Vijayalaxmi, Hiralal, Cuckoo SingerAmirbai Karnataki, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Talat Mahmood LyricistRajendra Krishan Music ByC Ramachandra DirectorH S Rawal External LinksSagai at IMDB       Movie at YTSagai at YT    Sagai at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement