Video of "Mohabbat Se Dekha Khafa Ho Gaye Hai" from YouTube
Mohabbat Se Dekha Khafa Ho Gaye Hai Video Thumbnail
Advertisement
Mohabbat Se Dekha Khafa Ho Gaye Hai - मोहब्बत से देखा ख़फ़ा हो गये है
Lyrics of Mohabbat Se Dekha Khafa Ho Gaye Hai - मोहब्बत से देखा ख़फ़ा हो गये है
mohabbat se dekha khafa ho gaye hai
hasi aaj kal ke khuda ho gaye hai
mohabbat se dekha khafa ho gaye hai

adao me thi saadgi abse pahle
o.. adao me thi saadgi abse pahle
walla kaha rang the ye sunhare rupahle
ho nazar milte hi
nazar milte hi kya se kya ho gaye hai
hasi aaj kal ke khuda ho gaye hai
mohabbat se dekha khafa ho gaye hai

kisi mod se banke suraj nikalna
ho kisi mod se banke suraj nikalna
tauba kahi dhup me chandani ban ke chalna
ho jidhar dekho jalwa
jidhar dekho jalwa numa ho gaye hai
hasi aaj kal ke khuda ho gaye hai
mohabbat se dekha khafa ho gaye hai

yaha to laga dil pe ik jakhm gahra
ho yaha to laga dil pe ik jakhm gahra
haaye waha sirf unka ye andaaz thahra
ho khata karke bhi
khata karke bhi bekhata ho gaye hai
hasi aaj kal ke khuda ho gaye hai
mohabbat se dekha khafa ho gaye hai
lyrics of song Mohabbat Se Dekha Khafa Ho Gaye Hai
Poetic Translation - Lyrics of Mohabbat Se Dekha Khafa Ho Gaye Hai - मोहब्बत से देखा ख़फ़ा हो गये है
They saw with love, now wrath they hold,
These beauties of the age, gods of old.
They saw with love, now wrath they hold,
Their grace, before, simplicity's art,
Oh, their grace, before, simplicity's heart,
By God, where bloomed these colors that depart?
The moment eyes did meet,
The moment eyes did meet, transformed, behold,
These beauties of the age, gods of old.
They saw with love, now wrath they hold.

From some bend, like the sun, to arise,
Oh, from some bend, like the sun, to arise,
And then, alas, in sunlight, moonlight's guise,
Oh, where'er you gaze,
Where'er you gaze, their presence does arise,
These beauties of the age, gods of old.
They saw with love, now wrath they hold.

Here, a deep wound upon the heart did land,
Oh, here, a deep wound upon the heart did land,
Alas, there, only their manner did stand,
Oh, committing a fault,
Committing a fault, innocent and bland,
These beauties of the age, gods of old.
They saw with love, now wrath they hold.

Bheegee Raat (1965) - Movie Details
Film CastPradeep Kumar, Meena Kumari, Ashok Kumar, Kamini Kaushal, Shashikala, Rajendra Nath SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByRoshan DirectorKalidas External LinksBheegee Raat at IMDB       Movie at YTBheegee Raat at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement