Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mohe Apana Bana Lo Saajan Mohe Apana Bana Lo - मोहे अपना बना लो साजन मोहे अपना बना लो
mohe apna bana lo saajan, mohe apna bana lo

mere nanhe se naazuk man ki dekho batiyaan na taalo

sambhale na aaj piya jaane kyun mera jiya
gir gir main jaau haay tumne kya jaadu kiya

zara aa ke sambhalo saajan, zara aa ke sambhalo
mohe apna bana lo saajan, mohe apna bana lo
baahon mein teri piya jhula main jhulu
tu mujhko na bhule na main tujhko bhulu
baaho mein teri piya jhula main jhulun
tu mujhko na bhule na main tujhko bhulu
ye kasam aaj kha lo sajan, ye kasam aaj kha lo