Video of "Mujhe Gale Se Laga Lo Bahut Udas Hu Main" from YouTube
Advertisement
Mujhe Gale Se Laga Lo Bahut Udas Hu Main - मुझे गले से लगा लो बहुत उदास हूँ मैं
SingerAsha Bhosle
Music byRavi
LyricistSahir Ludhianvi
ActorSunil Dutt, Nanda
CategorySad Songs, Raag Based Songs, Raga - Asavari
MovieAaj Aur Kal (1963)
Lyrics of Mujhe Gale Se Laga Lo Bahut Udas Hu Main - मुझे गले से लगा लो बहुत उदास हूँ मैं
mujhe gale se laga lo, bahut udaas hu main
game jaha se chhuda lo, bahut udaas hu main
mujhe gale se laga lo
yu intzaar ka dukh, ab saha nahi jata
tadap rahi hai mohabbat, raha nahi jata
tum apne paas bula lo, bahut udaas hu main

bhatak chuki hu bahut, zindagi ki raho me
mujhe ab aake chhupa lo, tum apni baho me
mera sawal na talo, bahut udaas hun mai

har ek saans me milne ki pyas palti hai
sulag raha hai badan aur ruh jalti hai
bacha sako to bacha lo, bahut udaas hun main

Poetic Translation - Lyrics of Mujhe Gale Se Laga Lo Bahut Udas Hu Main - मुझे गले से लगा लो बहुत उदास हूँ मैं
Embrace me, I am heavy with sorrow.
Release me from the world's woes, I am heavy with sorrow.
Embrace me.
The pain of waiting, I can no longer bear.
Love is yearning, I cannot stay here.
Summon me close, I am heavy with sorrow.

I have wandered far, on life's dusty roads.
Now, come and hide me, within your arms' abode.
Do not ignore my plea, I am heavy with sorrow.

In every breath, a thirst to unite takes hold,
The body burns, and the soul unfolds.
If you can, then save me, I am heavy with sorrow.

Aaj Aur Kal (1963) - Movie Details
Film CastSunil Dutt, Nanda, Ashok Kumar, Raj Kumar, Tanuja, Agha, Dhumal, Deven Verma
SingerMohammed Rafi, Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Geeta Dutt, Manna Dey
LyricistSahir Ludhianvi
Music ByRavi
DirectorVasant Joglekar
ProducerVasant Joglekar
External LinksAaj Aur Kal at IMDB Aaj Aur Kal at Wikipedia
Movie at YTAaj Aur Kal at YT Aaj Aur Kal at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films