Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mujhe Khabar Thi - मुझे खबर थी, वो मेरा नहीं पराया था
mujhe khabar thi, wo mera nahin paraya tha
mujhe khabar thi, wo mera nahin paraya tha
par dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha
mujhe khabar thi, wo mera nahin paraya tha
main khaab khaab jise, dhundhta phira barso
main khaab khaab jise, dhundhta phira barso
wo ashq ashq meri aankh mein samaya tha
wo ashq ashq meri aankh mein samaya tha
par dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha
mujhe khabar thi, wo mera nahin paraya tha
tera kasur nahin jaan, meri tanhai
tera kasur nahin jaan, meri tanhai
tera kasur nahin jaan, meri tanhai
ye rog maine hi
ye rog maine hi khud jaan ko lagaya tha
ye rog maine hi khud jaan ko lagaya tha
par dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha
mujhe khabar thi, wo mera nahin paraya tha
mujhe khabar thi, wo mera nahin paraya tha
Comments for lyrics of song "Mujhe Khabar Thi"
Shital Shinde on Wednesday, June 24, 2015 muze khabar thi ki wo mere nahi paraya tha..
upasana00000 on Monday, January 02, 2012 mujhe bhi khabar thi wo mera nahi paraya tha, lovely song
Shital Shinde on Wednesday, June 24, 2015 nice one.Lata didi and Mona
Shital Shinde on Wednesday, June 24, 2015 heart touching song...
Gazal Makkar on Friday, September 18, 2015 beautiful.