Video of "Mujhe Teri Mohabbat Ka" from YouTube
Mujhe Teri Mohabbat Ka Video Thumbnail
Advertisement
Mujhe Teri Mohabbat Ka - मुझे तेरी मोहब्बत का
Lyrics of Mujhe Teri Mohabbat Ka - मुझे तेरी मोहब्बत का
dil shaad thha ke phool
khilenge bahaar mein
maaraa gaya gareeb,
isee aitbaar mein
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota

mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota
agar toofaan nahin aataa,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota
agar toofaan nahin aataa,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota

na thha manzoor qismet ko
na thhi marzi bahaaron ki
nahin to iss gulistaan mein
nahin to iss gulistaan mein
kamee thhi kyaa nazaaron ki
meri nazron ko bhi
koyee nazaaraa mil gaya hota
agar toofan nahin aatha,
kinaaraa mil gayaa hota
mujhe teri muhabbat ka
sahaaraa mil gaya hota

khushi se apni aankhon ko
main ashqon se bhigo leta
mere badley tu hans leti
mere badley tu hans leti
tere badley main ro letaa
mujhe ai kaash
tera dard saaraa mil gayaa hota
agar toofan nahin aata ,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka
sahaaraa mil gaya hota

mili hai chaandni jinko
ye unki apni qismet hai
mujhe apne muqaddar pe
mujhe apne muqaddar pe
fakhat itni shiqaqyat hai
mujhe toota hua koyee
sitaaraa mil gaya hota
agar toofan nahin aataa,
kinaaraa mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka saharaa mil gaya hota
lyrics of song Mujhe Teri Mohabbat Ka
Poetic Translation - Lyrics of Mujhe Teri Mohabbat Ka - मुझे तेरी मोहब्बत का
The heart, content, believed blooms would grace the spring,
The poor soul perished on that very thing.
I wish your love, a haven I could claim,
If storms had spared, and shores remained the same.
I wish your love...

Fate's will denied, the spring's decree unseen,
(Else, in this garden) -2 sights beyond compare had been.
My eyes, too, yearned for beauty to behold,
If storms had spared... I wish your love...

With joy, my eyes, with tears I'd overflow,
(If you had smiled) -2 for you, my grief would flow.
I wish your pain, a burden I could bear,
If storms had spared... I wish your love...

The moon's soft glow, a fortune they possess,
(From my own fate) -2 this is my only stress:
A fallen star, a fragment to embrace,
If storms had spared... I wish your love...

Aap Aye Bahaar Ayee (1971) - Movie Details
Film CastRajendra Kumar, Sadhana, Mumtaz Begum, Prem Chopra, Rajendra Nath, Meena T, Raj Mehra, Kamal Deep, Subhash, Bobby, Sarita Devi, Uma Khosla, Madhu Apte, Surinder, Prem Kumar, Raaj Kumar, Shaikh SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Hemlata LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Pyarelal DirectorMohan Kumar ProducerMohan Kumar External LinksAap Aye Bahaar Ayee at IMDB      Aap Aye Bahaar Ayee at Wikipedia Movie at YTAap Aye Bahaar Ayee at YT    Aap Aye Bahaar Ayee at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement