Video of "Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota" from YouTube
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota Video Thumbnail
Advertisement
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota - मुझमे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया होता
Lyrics of Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota - मुझमे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया होता
dilshad tha ke phul khilenge bahar mein
mara gaya garib isi aitbar mein
mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

na tha manzur kismat ko, na thi marzi baharo ki
nahi to is gulistan mein
nahi to is gulistan mein, kami thi kya nazaro ki
meri najaro ko bhi koi nazara mil gaya hota
agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota

mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
khushi se apni aankho ko main ashko se bhigon leta
mere badle tu has legi
mere badle tu has legi, tere badle main ro leta
mujhe ae kash tera dard sara mil gaya hota
agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota

mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
mili hai chandni din ko, yeh unki apni kismat hai
mujhe apne muqaddar se
mujhe apne muqaddar se, faqat itni shikayat hai
mujhe tuta hua koi sitara mil gaya hota
agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota
mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
lyrics of song Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Poetic Translation - Lyrics of Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota - मुझमे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया होता
Delighted, I dreamt blossoms would bloom in spring's embrace,
The poor soul perished, trusting in this space.
If your love had been my solace, I'd have found my way,
If the storm had not raged, a shore I'd have found someday.
If your love had been my solace...

Fate's decree, the spring's refusal to concede,
Within this garden, a vision to behold, a desperate need.
If my gaze had found a sight to soothe and mend,
If the storm had not raged, a shore I'd have found to extend.
If your love had been my solace...

If your love had been my solace, within my being,
With joy, I'd have bathed my eyes in tears, ever seeing.
You could laugh, the world's joy your share to keep,
For your sake, I would weep, in slumber deep.
If only your pain, my own to embrace so free,
If the storm had not raged, a shore I'd have found, to be.
If your love had been my solace...

Moonlight graces the heart, a fate they claim,
From my own destiny, one whisper of blame.
If a fallen star, fractured in the night, had been mine,
If the storm had not raged, a shore I'd design.
If your love had been my solace, eternally mine.

Aap Aye Bahaar Ayee (1971) - Movie Details
Film CastRajendra Kumar, Sadhana, Mumtaz Begum, Prem Chopra, Rajendra Nath, Meena T, Raj Mehra, Kamal Deep, Subhash, Bobby, Sarita Devi, Uma Khosla, Madhu Apte, Surinder, Prem Kumar, Raaj Kumar, Shaikh SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Hemlata LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Pyarelal DirectorMohan Kumar ProducerMohan Kumar External LinksAap Aye Bahaar Ayee at IMDB      Aap Aye Bahaar Ayee at Wikipedia Movie at YTAap Aye Bahaar Ayee at YT    Aap Aye Bahaar Ayee at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement