Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Na Ghar Ke Na Ghaat Ke
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (Title Song)
3.00 - 1 votes
Paresh Rawal, Narayani Shastri, Rahul Aggarwal
Rock Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (Title Song) - आ गए मुंबई के सागर मे गाँव की नईया

aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
vasudeva mumbai deva vasudeva

badli hai aap hawa, badal gaye hain nazare
ye signal ye local, dost naye hai tumhare
naa zyada sun na, naa zyada bol na
paane mein hawa bhi kum le saans bhi pyare
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna

apna woh hota nahin jo apna lagta hai
wrong hai right, jeb hai tight, lekin sab chalta hai
rasta hai seedha jo tu tedha chale
yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna

kaale kaale coat, hare hare note
taxi'ian kaali peeli
technicolor hai ye sehar, baate iski rangeeli
lekin khushiyon ka color hai kaun sa
tu pehchane ye to bas zindagi jee lee
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna

aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
mehanga pad gaya sapne bunna
mehanga pad gaya sapne bunna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna
na ghar ke na ghaat ke munna


lyrics of song Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (Title Song)



Film cast: Rahul Aggarwal, Paresh Rawal, Narayani Shastri, Om Puri, Ravi Kissen, Neena Gupta, Shashi Kiran, Anant Mahadevan, Rakesh Shrivastav, Neeraj Vora, Shreya Saran, Ehsaan Khan, Lalit Pandit, Shveta Salve, Manmouji
Singer: Neeraj Shridhar, Remo Fernandes, Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan
Lyricist: Mudassar Aziz
Music Director: Lalit Pandit
Film Director: Rahul Aggarwal
Film Producer: T P Aggarwal
External Links: Na Ghar Ke Na Ghaat Ke at IMDB    Na Ghar Ke Na Ghaat Ke at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy