Video of "Na Jaane Kyun Main Bekraar" from YouTube
Na Jaane Kyun Main Bekraar Video Thumbnail
Advertisement
Na Jaane Kyun Main Bekraar - ना जाने क्यूँ मैं बेकरार
Lyrics of Na Jaane Kyun Main Bekraar - ना जाने क्यूँ मैं बेकरार
na jaane kyon main bekaraar
dil mein liye darde intazaar
baitha hoon us raah mein jo
teri manzil nahi meri manzil nahi
na jaane kyon main bekaraar
dil mein liye darde intazaar
baitha hoon us raah mein jo
teri manzil nahi meri manzil nahi

kahati hai raat ye hans hans ke mujhse
koi yahaan nahi aayega chal
kahati hai raat ye hans hans ke mujhse
koi yahaan nahi aayega chal
shaayad koi mil jaaye kaheen pe soyi
hui galiyon se nikal
shaayad koi deepak jale chudi
baje parda hate
aur koi khidki khul jaaye kab
na jaane kyon main
na jaane kyon main bekaraar
dil mein liye darde intazaar
baitha hoon us raah mein jo
teri manzil nahi meri manzil nahi

dhadkan sunun to lagta hai aisa
jaise kahe mujhae tera pyaar
gardan jhuka aur kar le nazaara
tujhmein saji hai tasveere yaar
gardan jhuka aur kar le nazaara
tujhmein saji hai tasveere yaar
tanhaai ki ghadiyaan na gin aisa
bhi kya nikale na din
na meri jaan aisi koi raat nahi
na jaane kyon main na jaane kyon main bekaraar
dil mein liye darde intazaar
baitha hoon us raah mein jo
teri manzil nahi meri manzil nahi
lyrics of song Na Jaane Kyun Main Bekraar
Poetic Translation - Lyrics of Na Jaane Kyun Main Bekraar - ना जाने क्यूँ मैं बेकरार
Why this unrest within my breast,
Aching with longing, put to test?
I sit upon a road unknown,
Not yours, nor mine, I'm left alone.
Why this unrest, a restless plea,
A heart that yearns eternally?
Upon this path, my vigil kept,
Where neither yours, nor mine, has stepped.

The night, it laughs, a mocking sound,
"None will come here, on hallowed ground."
The night, it laughs, a whispered jest,
"None will come here, find peace and rest."
Perhaps, a soul, from slumber deep,
Through silent streets, will softly creep.
Perhaps a lamp will softly gleam,
Or bangles chime, a waking dream.
A curtain parts, a window wide,
But when, I ask, and where to hide?
Why, oh why, this fervent fire?
Why this unrest, a heart's desire?
Aching with longing, I must roam,
Not yours, nor mine, I'm far from home.

My heartbeats speak, a whispered claim,
"Your love it is, that fuels the flame."
Bow down your head, and softly gaze,
Within yourself, your loved one stays.
Bow down your head, and let it be,
Within your soul, her memory.
Don't count the hours of solitude,
This darkness yields, as it should.
My love, no night will ever stay,
Why, oh why, until this day?
Why this unrest, this heart's despair?
Aching with longing, everywhere.
I sit upon a road forlorn,
Not yours, nor mine, since I was born.

Lal Dupatta Malmal Ka (1988) - Movie Details
Film CastGulshan Kumar, Kalpana Iyer, Sahil Chadha, Viverly SingerAnuradha Paudwal, Udit Narayan, Suresh Wadkar, Pankaj Udhas, Mohammad Aziz LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByAnand Milind, Anuradha Paudwal DirectorRavinder Peepat ProducerGulshan Kumar External LinksLal Dupatta Malmal Ka at IMDB      Lal Dupatta Malmal Ka at Wikipedia Movie at YTLal Dupatta Malmal Ka at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement