Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Phir Aayee Barsat
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.50 - 8 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Na Mohabbat Na Dosti - ना मोहब्बत ना दोस्ती

na mohabbat na dosti ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye
na mohabbat na dosti ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye

dil ko apne saza na de yunhi
dil ko apne saza na de yunhi
is zamane ki berukhi ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye
na mohabbat na dosti ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye

kal jawani ka hashar kya hoga
kal jawani ka hashar kya hoga
soch le aaj do ghadi ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye
soch le aaj do ghadi ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye

har koi pyar dhundhta hai yaha
har koi pyar dhundhta hai yaha
apni tanha si zindagi ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye
sochle aaj do ghadi ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye

waqt ke sath sath chalta rahe
waqt ke sath sath chalta rahe
ye hi behtar hai aadmi ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye
sochle aaj do ghadi ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye


lyrics of song Na Mohabbat Na Dosti

Comments for lyrics of song "Na Mohabbat Na Dosti"
Maitri Manthan on Monday, October 15, 2012
@swastikjayprakash We mentioned in the video's description that we only
managed to find a Russian Dubbed version of this film. If you google "Приди
снова, дождь" you will be able to find it on many Russian site. Seems to be
a popular film there. Please note this is a RUSSIAN DUBBED version, ONLY
songs are in HINDI.

RAHUL TANWAR on Tuesday, February 12, 2013
Hey the like button is disabled for such a beautiful song. I'm a big fan of
Jagjit Ji's ghazals however never heard this song until recently when I was
making a collection of All of his ghazals. It's such a soothing ghazal, Not
getting over it since then. Thank you so much for sharing with its original
video :)

Piyush Verma on Wednesday, November 06, 2013
What is he saying in russian?? ( the dialogue between 1:40 - 2:02 ): Anyone
who knows russian, please translate.

Rohit Tanwar on Thursday, February 28, 2013
A Legend .. An Era .. A Treasure .. Salute to him for all his beautiful
work !!



Film cast: Javed Khan, Ashok Kumar, Sajjan, Sunil Lahiri, Saeed Jaffrey
Singer: Jagjit Singh
Lyricist: Sudarshan
Music Director: Kuldeep Singh
Film Director: Jaiprakash K Vinayak
Film Producer: Mr Badruden, Shailendra
External Links: Phir Aayee Barsat at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy