Video of "Na To Yaha Koi Tera Hai" from YouTube
Na To Yaha Koi Tera Hai Video Thumbnail
Advertisement
Na To Yaha Koi Tera Hai - ना तो यहाँ कोई तेरा हैं
Lyrics of Na To Yaha Koi Tera Hai - ना तो यहाँ कोई तेरा हैं
na to yaha koi tera hain
na to yaha koi tera hain
na to yaha koi mera hain
duniya ke mele me jivan, jogi wala fera hain

na to koi manjil teri, na koi thikana hain
na to koi manjil teri, na koi thikana hain
koi nahi jane raahi, koi nahi jane raahi
kisko kaha aana jaana hain
aage bhi andhera hain
pichhe bhi andhera hain
aage bhi andhera hain
pichhe bhi andhera hain

jivan ki uljhi raahon pe
saathi milke jab khote hain
jivan ki uljhi raahon pe
saathi milke jab khote hain
aata hain kaleja muh ko
aata hain kaleja muh ko
tukde tukde dil ke hote hain
kanto bhari raaho me har manjil
gam ka dera hain
kanto bhari raaho me har manjil
gam ka dera hain
na to yaha koi tera hain
na to yaha koi tera hain
na to yaha koi mera hain
duniya ke mele me jivan, jogi wala fera hain
lyrics of song Na To Yaha Koi Tera Hai
Poetic Translation - Lyrics of Na To Yaha Koi Tera Hai - ना तो यहाँ कोई तेरा हैं
Here, none belong to you,
Here, none truly belong to you,
Nor do any truly belong to me.
Life, in this world's fair, is a wanderer's plea.
Life, in this world's fair, a wandering decree.
Here, none belong to you,
Here, none truly belong to you,
Nor do any truly belong to me.
Life, in this world's fair, is a wanderer's plea.
Life, in this world's fair, a wandering decree.

No destination is truly yours,
No dwelling place awaits,
None truly know, traveler,
Where their journeys will end or begin.
Darkness before you,
Darkness behind you.
Darkness before you,
Darkness behind you.

On life's tangled paths,
When companions are lost,
On life's tangled paths,
When companions are lost,
The heart ascends to the mouth,
The heart breaks into shards,
In thorn-filled roads, each destination,
Is a dwelling of grief, a shadow's station.
In thorn-filled roads, each destination,
Is a dwelling of grief, a shadow's station.
Here, none belong to you,
Here, none truly belong to you,
Nor do any truly belong to me.
Life, in this world's fair, is a wanderer's plea.

Sangram (1976) - Movie Details
Film CastShatrughan Sinha, Reena Roy, Danny Denzongpa, Lalita Pawar, Aruna Irani, Jagdeep, Bhagwan, Ajit, Nazir Hussain, Shakti Kapoor, Jr Mehmood, Shetty SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Kishor Kumar, Narendra Chanchal, Aarti Mukherji LyricistGauhar Kanpuri Music ByBappi Lahiri DirectorHarmesh Malhotra ProducerRatan Mohan External LinksSangram at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement