Video of "Na Tu Zameen Ke Liye Hai Na Aasmaan Ke" from YouTube
Na Tu Zameen Ke Liye Hai Na Aasmaan Ke Video Thumbnail
Advertisement
Na Tu Zameen Ke Liye Hai Na Aasmaan Ke - ना तू ज़मीं के लिए है ना आसमाँ के
Lyrics of Na Tu Zameen Ke Liye Hai Na Aasmaan Ke - ना तू ज़मीं के लिए है ना आसमाँ के
na tu zameen ke liye
hai na aasmaan ke liye
na tu zameen ke liye
hai na aasmaan ke liye
tera wajood hai
tera wajood hai ab
sirf dastaan ke liye
na tu zameen ke liye
hai na aasmaan ke liye

palatke soo-e-chaman dekhne se kya hogaa
o o
o o o
palatke soo-e-chaman dekhne se kya hogaa
woh shaakh hi na rahee
jo thi aashiyaan ke liye
na tu zameen ke liye
hai na aasmaan ke liye

garaz parast jahaan mein
waffa talaash na kar
o o
o o o
garaz parast jahaan mein
waffa talaash na kar
ye shai banee thi kisi
doosre jahaan ke liye
tera wajood hai
tera wajood hai ab
sirf dastaan ke liye
na tu zameen ke liye
hai na aasmaan ke liye
lyrics of song Na Tu Zameen Ke Liye Hai Na Aasmaan Ke
Poetic Translation - Lyrics of Na Tu Zameen Ke Liye Hai Na Aasmaan Ke - ना तू ज़मीं के लिए है ना आसमाँ के
You are not for the earth, nor the sky's embrace,
You are not for the earth, nor the sky's embrace,
(Your essence is)
(Your essence is)
Now, only for a tale's space.
You are not for the earth.

To look back towards the garden, what does it yield?
To look back towards the garden, what does it yield?
The branch itself has withered, once home to the field.
You are not for the earth.

In a world of self-interest, seek not loyalty's gleam,
In a world of self-interest, seek not loyalty's gleam,
This creation, for another realm, did dream.
You are not for the earth.

Dastan (1972) - Movie Details
Film CastDilip Kumar, Sharmila Tagore, Bindu, Prem Chopra, Sachin Pilgaonkar, I S Johar, Madan Puri, Jay Shree T, Iftekhar, Jankidas, Padma Khanna, Manmohan Krishna, Nana Palsikar, Badri Prasad, Jagdish Raaj, Keshav Rana SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi LyricistSahir Ludhianvi Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorB R Chopra ProducerB R Chopra External LinksDastan at IMDB       Movie at YTDastan at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement