Video of "Nagari Meri Kab Tak, Ai Chaand Ummidon Ko" from YouTube
Advertisement
Nagari Meri Kab Tak, Ai Chaand Ummidon Ko - नगरी मेरी कब तक, ए चाँद उम्मीदों को
SingerSitara Kanpuri
Music byS K Pal
LyricistJosh Malihabadi
ActorShyam, Anwar Husain, Geeta Nizami, Neena, Shanta Thakkar
MovieMan Ki Jeet (1944)
Lyrics of Nagari Meri Kab Tak, Ai Chaand Ummidon Ko - नगरी मेरी कब तक, ए चाँद उम्मीदों को
nagari meri kab tak yun hi barbaad rahegi

duniyaa
duniyaa yahi duniyaa hai to kyaa yaad rahegi

aakaash pe nikhraa huaa hai chaand kaa mukhdaa

basti me garibo ki andhere kaa hai dukhdaa

kab hogaa saveraa
kab hogaa saveraa koi ai kaash bataa de
kis vaqt tak ai ghumte aakaash bataa de
insaano par insaan ki bedaad rahegi

chahkaaro se chidiyo ke chaman gunj rahaa hai
jharno ke madhur raag se ban gunj rahaa hai
par meraa to, par meraa to
par meraa to fariyaad se man gunj rahaa hai

kab tak mere hotho pe ye fariyaad rahegi

Poetic Translation - Lyrics of Nagari Meri Kab Tak, Ai Chaand Ummidon Ko - नगरी मेरी कब तक, ए चाँद उम्मीदों को
My city, how long will you remain in ruin?

The world,
If this is the world, will it ever be remembered?

The moon's face, radiant in the sky,
The moon's face, radiant in the sky,
But in the poor's quarter, darkness and sorrow dwell.

When will dawn arrive?
When will dawn arrive, oh, tell me, if you can?
Oh, wandering sky, tell me until when?
Man's cruelty towards man will linger on.

The garden echoes with the birds' sweet song,
The forest echoes with the springs' gentle tune,
But my heart, but my heart,
But my heart echoes with lament.
But my heart echoes with lament.
How long will this lament remain on my lips?

Man Ki Jeet (1944) - Movie Details
Film CastSudesh, Rajkumari, Shyam
SingerSitara
LyricistJosh Malihabadi, Vyas
Music ByS K Pal
DirectorChanakya
External LinksMan Ki Jeet at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films