Video of "Naino Me Jhula Dala Kajal Ki Dor Ka" from YouTube
Naino Me Jhula Dala Kajal Ki Dor Ka Video Thumbnail
Advertisement
Naino Me Jhula Dala Kajal Ki Dor Ka - नैनों में झुला डाला, काजल की डोर का
Lyrics of Naino Me Jhula Dala Kajal Ki Dor Ka - नैनों में झुला डाला, काजल की डोर का
naino me jhula dala, kaajal ki dor ka
kaajal ki dor ka
naino me jhula dala, kaajal ki dor ka
kaajal ki dor ka

palko ki oat me tu, chip chip jhulna
ho chori chori jhulna, hame nahi bhulna
naino me
naino me jhula dala, kaajal ki dor ka
kaajal ki dor ka

tera mera sath rahe, hatho me hath rahe
tera mera sath rahe, hatho me hath rahe
hoti mulakat rahe
hoti mulakat rahe, yaad ye baat rahe
hame nahi bhulna, hame nahi bhulna
naino me
naino me jhula dala, kaajal ki dor ka
kaajal ki dor ka

tu to hai sajan mera, lab pe hai naam tera
tu to hai sajan mera, lab pe hai naam tera
dil me hai tera dera
dil me hai tera dera, palko me karun basera
hame nahi bhulna, hame nahi bhulna
naino me
naino me jhula dala, kaajal ki dor ka
kaajal ki dor ka
naino me jhula dala, kaajal ki dor ka
kaajal ki dor ka
lyrics of song Naino Me Jhula Dala Kajal Ki Dor Ka
Poetic Translation - Lyrics of Naino Me Jhula Dala Kajal Ki Dor Ka - नैनों में झुला डाला, काजल की डोर का
In eyes, a swing I've hung, on kohl's dark thread,
On kohl's dark thread.
In eyes, a swing I've hung, on kohl's dark thread,
On kohl's dark thread.

Hidden 'neath lashes, you sway and swing,
Stealing glances, never forgetting,
In eyes...
In eyes, a swing I've hung, on kohl's dark thread,
On kohl's dark thread.

May our fates entwine, hands clasped in hold,
May our fates entwine, hands clasped in hold,
Meetings unfold,
Meetings unfold, this memory to enfold,
Never forgetting, never forgetting,
In eyes...
In eyes, a swing I've hung, on kohl's dark thread,
On kohl's dark thread.

You, my beloved, your name on my tongue,
You, my beloved, your name on my tongue,
In my heart, you're flung,
In my heart, you're flung, in lashes I've become,
Never forgetting, never forgetting,
In eyes...
In eyes, a swing I've hung, on kohl's dark thread,
On kohl's dark thread.
In eyes, a swing I've hung, on kohl's dark thread,
On kohl's dark thread.

Chakori (1949) - Movie Details
SingerMohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Nalini Jaywant, Geeta Dutt LyricistMulkraj Bhakri Music ByHansraj Behl External LinksChakori at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement