Video of "Nasha Pila Ke Girana To Sabko Aata Hai" from YouTube
Nasha Pila Ke Girana To Sabko Aata Hai Video Thumbnail
Advertisement
Nasha Pila Ke Girana To Sabko Aata Hai - नशा पिला के गिरना तो सबको आता है
Lyrics of Nasha Pila Ke Girana To Sabko Aata Hai - नशा पिला के गिरना तो सबको आता है
nahsa pila ke girana to sabko aata hai
maza to jab hai ke girto ko tham le sathi
tune pilai aisi nazro ke zam se
dil gaya jaan gayi gaye hum kam se
gaye hum kam se tune pilai aisi nazro ke zam se
dil gaya jaan gayi gaye hum kam se
ji gaye hum kam se

nazro ne dekhi lakho hi nazre
teri nazar bas teri nazar hai
nazro ne dekhi lakho hi nazre
teri nazar bas teri nazar hai
din bhi khoya duniya bhi khoyi
apni khabar hai na dil ki khabar hai na
dil ki khabar hai na dil ki khabar hai

lut gaye mit gaye tere hi naam pe
dil gaya jaan gayi gaye hum kam se
ji gaye hum kam se tune pilai aisi nazro ke zam se
ji dil gaya jaan gayi gaye hum kam se
gaye hum kam se
lyrics of song Nasha Pila Ke Girana To Sabko Aata Hai
Poetic Translation - Lyrics of Nasha Pila Ke Girana To Sabko Aata Hai - नशा पिला के गिरना तो सबको आता है
To stumble drunk, a common plight,
But to catch those who fall, that is the light.
From eyes, a potion, a vision so rare,
The heart surrendered, the soul ensnared, lost in air.
Lost in air, from eyes, a vision so rare,
The heart surrendered, the soul ensnared, lost in air.
We live, lost in air.

Millions of gazes have crossed our way,
But yours, a singular, sunlit day.
Millions of gazes have crossed our sight,
But yours alone, a beacon bright.
Lost the day, lost the world's embrace,
No self-knowledge, no heart's trace, no place.
No heart's trace, no heart's place.

Vanished, erased, at your name's command,
The heart surrendered, the soul in hand.
We live, lost in air, from eyes, a vision so rare,
The heart surrendered, the soul in hand.
Lost in air.

Aab-e-Hayat (1955) - Movie Details
Film CastPremnath, Shashikala, Ameeta, Pran, Mubarak, S L Puri, P Kailash, Helen, Smriti Biswas SingerAsha Bhosle, Geeta Dutt, Hemant Kumar LyricistHasrat Jaipuri Music BySardar Malik DirectorRamanlal Desai External LinksAab-e-Hayat at IMDB      Aab-e-Hayat at Wikipedia Movie at YTAab-e-Hayat at YT    Aab-e-Hayat at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement