Video of "Naye Zamane Ka Naya Paigham" from YouTube
Naye Zamane Ka Naya Paigham Video Thumbnail
Advertisement
Naye Zamane Ka Naya Paigham - नये जमाने का नया पैगाम
Lyrics of Naye Zamane Ka Naya Paigham - नये जमाने का नया पैगाम
naye jamaane ka naya paigaam sunaane aaye hum
jaag re desh ke bande aalam ko jagaane aaye hum
naye jamaane ka naya paigaam sunaane aaye hum
koi deve sach ki sada bhagwaan ka thekedaar koi
aur lut ke dukhiyaaro ke ghar banta hai pahre daar koi
lut ke dukhiyaaro ke ghar banta hai pahre daar koi
o rang birange duniya ki tasveer dikhaane aaye hum
aaye hum
jaag re desh ke bande
jaag re desh ke bande aalam ko jagaane aaye hum
naye jamaane ka naya paigaam sunaane aaye hum

ye dharti bhari khajaano se phir bhi koi laachaar hai kyu
har chauraste pe insaano ka ye sasta baajaar hai kyu
har chauraste pe insaano ka ye sasta baajaar hai kyu
ho bhed bhaav ki ye unchi deewar giraane aaye hum
aaye hum
jaag re desh ke bande
jaag re desh ke bande aalam ko jagaane aaye hum
naye jamaane ka naya paigaam sunaane aaye hum

dhan daulat ke aasan pe baith talwaar ki pooja band karo
band karo
taaqat ke nashe me nafrat ke avtaar ki pooja band karo
taaqat ke nashe me nafrat ke avtaar ki pooja band karo
o duniya ko pyaar ki reet
aman ka geet sikhaane aaye hum, aaye hum
jaag re desh ke bande
jaag re desh ke bande aalam ko jagaane aaye hum
naye jamaane ka naya paigaam sunaane aaye hum
jaag re desh ke bande aalam ko jagaane aaye hum
naye jamaane ka naya paigaam sunaane aaye hum
jaag re desh ke bande
lyrics of song Naye Zamane Ka Naya Paigham
Poetic Translation - Lyrics of Naye Zamane Ka Naya Paigham - नये जमाने का नया पैगाम
We come to sing the dawn of a new age,
To rouse the world, and turn a fresh page.
We come to sing the dawn of a new age.

Some claim God’s truth, a hollow decree,
While preying on the weak, for all to see.
They guard their plunder, built on misery.
We come to show the world's vibrant hue,
We come.
Awake, O slumbering nation, rise anew!
Awake, O slumbering nation, the world to imbue!
We come to sing the dawn of a new age.

This earth, a treasure trove, yet want prevails,
Why does the market of man's spirit fail?
Why is humanity sold for paltry trails?
We come to tear down walls of hate and divide,
We come.
Awake, O slumbering nation, rise anew!
Awake, O slumbering nation, the world to imbue!
We come to sing the dawn of a new age.

On thrones of wealth, lay down the sword's cold gleam,
Lay down the sword.
In power's haze, cease worship of hate’s regime.
Cease worship.
We come to teach the world love’s gentle art,
To sing of peace, a song to restart.
We come,
Awake, O slumbering nation, rise anew!
Awake, O slumbering nation, the world to imbue!
We come to sing the dawn of a new age.
Awake, O slumbering nation, the world to imbue!
We come to sing the dawn of a new age.
Awake, O slumbering nation!

Madbhare Nain (1955) - Movie Details
Film CastKishore Kumar, Beena Roy, David, Yashvendra, Durga Khote, Badri Prasad, Misra SingerLata Mangeshkar, Kishore Kumar, Asha Bhosle LyricistShailendra Music BySachin Dev Burman DirectorHem Chander External LinksMadbhare Nain at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement