Video of "Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi" from YouTube
Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi Video Thumbnail
Advertisement
Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi - नजर मिलाता कभी तुझसे आफताब नहीं
Lyrics of Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi - नजर मिलाता कभी तुझसे आफताब नहीं
najar milata kabhi tujhse aaftab nahi
najar milata kabhi tujhse aaftab nahi
jawab jawab chahata hu tera jawab nahi
najar milata kabhi tujhse aaftab nahi
karke tarif banale kisi me daag nahi
ke humne, ke humne aasma chhune ka dekha khwab nahi
najar milata kabhi tujhse aaftab nahi

chale savarke to kaliya nisaar ho tujh par
chale savarke to kaliya nisaar ho tujh par
zara ruke to fida dil hajaar ho tujh par
chale savarke to kaliya nisaar ho tujh par
kisi bhi hur me
kisi bhi hur me hoga tera shabab nahi
najar milata kabhi tujhse aaftab nahi
karke tarif banale kisi me daag nahi
ke humne, ke humne aasma chhune ka dekha khwab nahi
najar milata kabhi tujhse aaftab nahi

na aaftab ki hasrat na maahtabo ki
na aaftab ki hasrat na maahtabo ki
tu mukaabil to barsat ho gulaabo ki
na aaftab ki hasrat na maahtabo ki
ki tumse badh ke
ki tumse badh ke koi aur intekam nahi
najar milata kabhi tujhse aaftab nahi
karke tarif banale kisi me daag nahi
jawab jawab chahata hu tera jawab nahi
najar milata kabhi tujhse aaftab nahi
karke tarif banale kisi me daag nahi
lyrics of song Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi
Poetic Translation - Lyrics of Nazar Milata Kabhi Tujhse Aaftab Nahi - नजर मिलाता कभी तुझसे आफताब नहीं
The sun itself dares not meet your gaze,
The sun itself dares not meet your gaze.
I crave a response, a single word to seize,
The sun itself dares not meet your gaze.

Praise you, lest a blemish mar the scene,
For we, for we, never dreamt of skies so keen,
The sun itself dares not meet your gaze.

Adorned, you walk, and blossoms fall as rain,
Adorned, you walk, and blossoms fall as rain,
Pause, and a thousand hearts bow down in pain,
Adorned, you walk, and blossoms fall as rain.
No houris hold a beauty to compare,
The sun itself dares not meet your gaze.
Praise you, lest a blemish mar the scene,
For we, for we, never dreamt of skies so keen,
The sun itself dares not meet your gaze.

No sun's desire, no moon's pale, silver gleam,
No sun's desire, no moon's pale, silver gleam,
You stand, and roses burst into a dream,
No sun's desire, no moon's pale, silver gleam.
Than you, no vengeance could more deeply tear,
The sun itself dares not meet your gaze.
Praise you, lest a blemish mar the scene,
I crave a response, a single word to seize,
The sun itself dares not meet your gaze.
Praise you, lest a blemish mar the scene.

Bahaar Aane Tak (1990) - Movie Details
Film CastSumeet Sehgal, Roopa Ganguly, Tariq Shah, Moon Moon Sen, Shammi, Naveen Nischol, Ram Mohan SingerAnuradha Paudwal, Anwar, Kumar Sanu, Mangal Singh, Manhar Udhas, Pankaj Udhas, Talat Mahmood LyricistIbrahim Ashq, Indeevar, Mohan (1), Sharma Music ByRajesh Roshan DirectorTariq Shah ProducerGulshan Kumar External LinksBahaar Aane Tak at IMDB       Movie at YTBahaar Aane Tak at YT    Bahaar Aane Tak at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement