Video of "Nazaron Mein Samane Se Qaraar" from YouTube
Nazaron Mein Samane Se Qaraar Video Thumbnail
Advertisement
Nazaron Mein Samane Se Qaraar - नज़रों में समाने से क़रार
Lyrics of Nazaron Mein Samane Se Qaraar - नज़रों में समाने से क़रार
nazro me samane se qaraar aa na sakega
tum paas nahi dil ko ye bahla na sakega

tasvir nigaho me khaamosh tumhaari
jo sun nahi sakti kabhi fariyad hamaari
ye khali tasavvur kisi kaam aa na sakega
tum paas nahi dil ko ye bahla na sakega
nazro me samane se qaraar aa na sakega
tum paas nahi dil ko ye bahla na sakega

aayega khayal aake oh oh oh
aayega khayaal aake guzarta hi rahega
aahe koi dil thaam ke bharta hi rahega
taskin ki surat koi batla na sakega
tum paas nahin dil ko ye bahala na sakega
nazro me samane se qaraar aa na sakega
tum paas nahi dil ko ye bahla na sakega

takaraayenge ham sar kabhi divaar se dar se
har saans me ublega lahu zakhm-e-jigar se
dil dhundhega aa aa aa
dil dhundhega tadpega tumhe pa na sakega
tum paas nahin dil ko ye bahala na sakega
nazro me samane se qaraar aa na sakega
tum paas nahi dil ko ye bahla na sakega
lyrics of song Nazaron Mein Samane Se Qaraar
Poetic Translation - Lyrics of Nazaron Mein Samane Se Qaraar - नज़रों में समाने से क़रार
To gaze, to hold you in my sight, will bring no peace,
My heart, without your nearness, finds no solace, no release.
Your silent image, captured in my gaze,
Hears not the pleas that through my soul now blaze.
This empty vision, useless, cannot mend,
My heart, without your nearness, finds no end.
To gaze, to hold you in my sight, will bring no peace,
My heart, without your nearness, finds no release.

The memory will come, oh oh oh, it will arrive,
And linger, ever present, will survive.
A sigh will rise, a heart will hold its pain,
No comfort will the world contain.
My heart, without your nearness, finds no ease,
To gaze, to hold you in my sight, will bring no peace,
My heart, without your nearness, finds no release.

My head will strike the walls, the doors that loom,
With every breath, the heart will bleed, consume.
The heart will search, ah ah ah,
The heart will yearn, and fail to find your face,
My heart, without your nearness, finds no space.
To gaze, to hold you in my sight, will bring no peace,
My heart, without your nearness, finds no release.

Hyderabad Ki Nazneen (1952) - Movie Details
Film CastNigar Sultana, Mahar Desai, Ulhas Wasti, Durga Khote, Murad SingerShamshad Begum, Talat Mahmood, Lata Mangeshkar LyricistNoor Lakhnavi Music ByVasant Desai DirectorS M Yusuf External LinksHyderabad Ki Nazneen at IMDB       Movie at YTHyderabad Ki Nazneen at YT    Hyderabad Ki Nazneen at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement