Video of "Nazre Mila Ke Aapne Ahsan Kar Diye" from YouTube
Nazre Mila Ke Aapne Ahsan Kar Diye Video Thumbnail
Advertisement
Nazre Mila Ke Aapne Ahsan Kar Diye - नज़रे मिला के आपने एहसान कर दिया
Lyrics of Nazre Mila Ke Aapne Ahsan Kar Diye - नज़रे मिला के आपने एहसान कर दिया
nazre mila ke aapne ehsan kar diya
nazre mila ke aapne ehsan kar diya
phir se hamare jeene ka saman kar diya

milke hame huzur se mahsus ye hua
milke hame huzur se mahsus ye hua
duniya me aur kuch bhi nahi pyar ke siwa
sab kuch wafa ke naam pe kurban kar diya
nazre milake aapne ehsan kar diya

bechain thi hamari nazar aapke begair
bechain thi hamari nazar aapke begair
mushkil tha zindagi ka safar aapke begair
baho me leke aapne aasan kar diya
nazre mila ke aapne ehsan kar diya
phir se hamare jeene ka saman kar diya
lyrics of song Nazre Mila Ke Aapne Ahsan Kar Diye
Poetic Translation - Lyrics of Nazre Mila Ke Aapne Ahsan Kar Diye - नज़रे मिला के आपने एहसान कर दिया
You gazed, a kindness in your eyes,
You gazed, and life bloomed in the skies.
You gave the world a reason to arise.

With you, Beloved, I finally knew,
With you, Beloved, the world felt true:
Nothing exists but love's sweet hue.
All else, to loyalty was bound,
You gazed, and grace did then abound.

Restless was my gaze, without your light,
Restless, lost in an endless night.
Life's journey, harsh beyond all sight.
Within your arms, the path grew clear,
Within your arms, dispelling fear.
You gave the world a reason to draw near.

The Killers (1969) - Movie Details
SingerMahendra Kapoor, Usha Khanna, Asha Bhosle, Kamal Barot LyricistAziz Kashmiri, S.H. Bihari Music ByO P Nayyar External LinksThe Killers at IMDB       Movie at YTThe Killers at YT    The Killers at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement