Video of "Neend Nighao Ki Kho Jati Hai, Kyunki Jawani Me Ho Jati Hai Mohabbat" from YouTube
Neend Nighao Ki Kho Jati Hai, Kyunki Jawani Me Ho Jati Hai Mohabbat Video Thumbnail
Advertisement
Neend Nighao Ki Kho Jati Hai, Kyunki Jawani Me Ho Jati Hai Mohabbat - नींद निगाहों की खो जाती है, क्यूँकी जवानी में हो जाती है मोहब्बत
Lyrics of Neend Nighao Ki Kho Jati Hai, Kyunki Jawani Me Ho Jati Hai Mohabbat - नींद निगाहों की खो जाती है, क्यूँकी जवानी में हो जाती है मोहब्बत
nind nigaahon ki kho jaati hai
kyunki jawaani mein ho jaati hai
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
aur mohabbat jo ho jaati hai
jaan hi jaati hai so jaati hai
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat

duniya se judaa iski baaten
duniya se judaa iski baaten
guzri hain kai aisi raaten
jab chaand sitaare bhi soye rahe
hum unke khayaalon mein khoye rahe
hum ko jagaa ke ye so jaati hai
kyunki jawaani mein ho jaati hai
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat

nazron se lapakte hain sholay
nazron se lapakte hain sholay
jal jaata hai dil hauley hauley
ikraar karo ke inkaar karo
chupchap raho ke izhaar karo
baat ye honi hai ho jaati hai
kyunki jawaani mein ho jaati hai
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat

kasme na uthhaaye zamaana
kasme na uthhaaye zamaana
kyunki mushkil hai daaman chhudaana
har ek kasam dekho tut gayi
ye jo aap hi unse ruthh gayi
aap manaane ko lo jaati hai
kyunki jawaani mein ho jaati hai
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat

nind nigaahon ki kho jaati hai
kyunki jawaani mein ho jaati hai
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
lyrics of song Neend Nighao Ki Kho Jati Hai, Kyunki Jawani Me Ho Jati Hai Mohabbat
Poetic Translation - Lyrics of Neend Nighao Ki Kho Jati Hai, Kyunki Jawani Me Ho Jati Hai Mohabbat - नींद निगाहों की खो जाती है, क्यूँकी जवानी में हो जाती है मोहब्बत
The eyes, they lose their slumber's hold,
For youth, in its embrace, grows bold.
Love, love, love, love,
Love, love, love, love.
And when this love begins to bloom,
The soul itself descends to gloom.
Love, love, love, love,
Love, love, love, love.

Apart from all the world's desire,
Apart from all the world's desire,
Have passed such nights, a burning pyre,
When moon and stars, they softly slept,
While in her thoughts, my soul had crept.
It wakes us, then its slumber keeps,
For youth, in its embrace, it weeps.
Love, love, love, love,
Love, love, love, love.

From glances, flames begin to leap,
From glances, flames begin to leap,
The heart, it slowly starts to weep.
Confess, deny, the choice is there,
Be silent, or your heart declare.
This fate, it must and will be born,
For youth, within its heart, is torn.
Love, love, love, love,
Love, love, love, love.

Let not the world its oaths now swear,
Let not the world its oaths now swear,
For parting's path, a path of snare.
Each solemn vow, it breaks and bends,
And from herself, she now transcends.
To mend, she now will start to roam,
For youth, within its heart, its home.
Love, love, love, love,
Love, love, love, love.

The eyes, they lose their slumber's hold,
For youth, in its embrace, grows bold.
Love, love, love, love,
Love, love, love, love.

Lutera (1965) - Movie Details
Film CastDara Singh Randhawa, Nishi, Prithviraj Kapoor, Hiralal, Helen, Kammo, Jeevan, Maruti, Leela Mishra SingerLata Mangeshkar, Kamal Barot, Shamshad Begum, LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Pyarelal DirectorHarbans External LinksLutera at IMDB       Movie at YTLutera at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement