Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Barsaat Ki Raat
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.35 - 83 votes
Shyama, Ratna Bhushan
Qawwalis
Video of the song from youtube

Lyrics of Nigaah-E-Naaz Ke Maaro Ka Haal Kya Hoga - निगाह-ए-नाज़ के मारों का हाल क्या होगा

ada bijli, badan shola
ada bijli, badan shola, bhanve khajar, nazar qaatil
galat kya hai hame kahti hai ye duniya agar qaatil
to phir nigaah-e-naaz ke, nigaah-e-naaz ke
nigaah-e-naaz ke, nigaah-e-naaz ke
nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga
nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga
nigaah-e-naaz ke
nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga
na bach sake to, na bach sake to
na bach sake to, na bach sake to
na bach sake to bechaaro ka haal kya hoga
na bach sake to bechaaro ka haal kya hoga
kya hoga, kya hoga
nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga
na bach sake to bechaaro ka haal kya hoga
kya hoga, kya hoga
nigaah-e-naaz ke

hami ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhe
hami ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhe
hami ne ishq ke, hami ne ishq ke
hami ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhe
hami ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhe
hami na ho to, hami na ho to
hami na ho to, hami na ho to
hami na ho to nazaaro kaa haal kya hoga
hami na ho to nazaaro kaa haal kya hoga
kya hoga, kya hoga
hami na ho to nazaaro kaa haal kya hoga

hamaare husn ki bijali, hamaare husn ki bijali
hamaare husn ki bijali chamakne vaali hai
hamaare husn ki bijali chamakne vaali hai
bijali chamakne vaali hai
hamaare husn ki bijali chamakne vaali hai
na jaane aaj, na jaane aaj, na jaane aaj
na jaane aaj, na jaane aaj, na jaane aaj
na jaane aaj hazaro kaa haal kya hoga
na jaane aaj hazaro kaa haal kya hoga
kya hoga, kya hoga
nigaah-e-naaz ke

bahaar-e-husn salaamat khiza se puchh zara
bahaar-e-husn salaamat khiza se puchh zara
khiza se puchh zara, khiza se puchh zara
bahaar-e-husn salaamat khiza se puchh zara
kya ke chaar din me, kya ke chaar din me
chaar din me, chaar din me, chaar din me
ke chaar din me bahaaro kaa haal kya hoga
ke chaar din me bahaaro kaa haal kya hoga
kya hoga, kya hoga
ke chaar din me

rang par naaz na kar kyo ki rag badal jaata hai
ye vo mahmaan hai jo aaj aata hai kal jaata hai
ishq par naaz kare koi to kuchh baat bhi hai
husn ka naaz hi kya, husn to dhal jaata hai
husn ka naaz hi kya, husn to dhal jaata hai
bahar-e-husn salaamat khizaa se puchh zara
kya ke chaar din me, kya ke chaar din me
ke chaar din me bahaaro kaa haal kyaa hoga
ke chaar din me

ham apne chehre se parda utha to de lekin
ham apne chehre se parda utha to de lekin
ham apne chehre se parda parda parda
ham apne chehre se parda parda parda
ham apne chehre se parda utha to de lekin
garib chaand, garib chaand, garib chaand
garib chaand, garib chaand, garib chaand
garib chaand-sitaaro kaa haal kya hoga
garib chaand-sitaaro kaa haal kya hoga
kya hoga, kya hoga
nigaah-e-naaz ke
muqaabala hai to phir der kya hai tir chala
muqaabala hai to phir der kya hai tir chala
muqaabala hai, muqaabala hai, muqaabala hai
muqaabala hai, muqaabala hai, muqaabala hai


lyrics of song Nigaah-E-Naaz Ke Maaro Ka Haal Kya Hoga

Comments for lyrics of song "Nigaah-E-Naaz Ke Maaro Ka Haal Kya Hoga"
YADAVVIRENDRA555 on Thursday, July 05, 2012
what a great song. great faical expression by all artist and great meaning of the words. can not hear this type of song today . i love this song very much. want some made like this type of song.

Harsh Ronvelia on Friday, April 13, 2012
I wish there was more music like this nowadays...

snehal doshi on Friday, September 18, 2015
Na Sun ne walo ka Haal Kya hoga ??

Shamsher Singh Thind on Monday, November 14, 2011
One of best qawwaali ...

up_a_mango_tree on Sunday, April 29, 2012
absolutely fantastic : )



Film cast: Bharat Bhushan, Madhubala, Shyama, Ratna, Chandrashekhar, Mumtaz Begum, S K Prem, K N Singh, Peace Kanwal
Singer: Asha Bhosle, Balbir Bittu, Kamal, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi, S D Batish, Shankar Shambhu, Sudha Malhotra, Suman Kalyanpur
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: Roshan
Film Director: P L Santoshi
External Links: Barsaat Ki Raat at IMDB    Barsaat Ki Raat at Wikipedia
Watch Full Movie: Barsaat Ki Raat at YouTube    Barsaat Ki Raat at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy