Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Nigahein Ruk Gayin Haye Kahan Par, Kaise Baje Dil Ka Sitar - निगाहें रुक गईं हाय कहाँ पर, कैसे बाजे दिल का सितार
nigaahe ruk gayin haay kahan par
tadap kar rah gaya nagama zuban par
dhuwaan sa uth raha hai aasaman par
giri bijali kisi ke aashiyan par
kaise baje dil ka sitar theins lagi tut gaye tar
bita huwa jiwan ka pyar hay koyi aaj gaya har
dil kahin aawaz kahin nagama kahin saz kahin
dil kahin aawaz kahin nagama kahin saz kahin
dekh ye ghabaraayi nazar dekh ye ghabaraayi nazar
khol na de raz kahin khol na de raaz kahin
o aaj kahe dil bar-bar naiya meri kaise lage paar
dil me chhupaye huye gam kaise rahun rah na sakun
tut pade mujh pe sitam aur main kuchh kah na sakun
dil me chhupaye huye gam kaise rahun rah na sakun
tut pade mujh pe sitam aur main kuchh kah na sakun
o git me hai dil ki pukar gaye ja tu saajan ke dwar
Comments for lyrics of song "Nigahein Ruk Gayin Haye Kahan Par, Kaise Baje Dil Ka Sitar"
muhammad akram Nadeem on Thursday, August 07, 2014 i don,t have proper words to discribe myself about this song which is so
sweat beautifull and heart and mind touching sungby rafi sahab and shamshad
begum both areon the peak.muhammad akram nadeem.
mohamedrafiq rahim on Tuesday, April 21, 2015 wah the lyric writer dil me chupaye huwe gham kaise rahu siena sako toot
pare dil pe sitam aur me kuch keh na saku where are all this good writers
now i mean from their generation
Meha Dalal on Saturday, December 04, 2010 CHANDNI RAAT (1949) SHYAM, NASEEM BANO, DAVID, ULHAS, CUCKOO, JILLO,
PARVEEN, Noorjehan, Sayed Khan Produced By: TAJMAHAL PICS. Directed By: M.
AEHSAN Music By: NAUSHAD FAMILY DRAMA *
muhammad akram Nadeem on Monday, June 08, 2015 Kaise baje dil ka sitar - A very beautifull sweat and matchless melody
wonderfull theme composition by MD Naushad sahab sung by rafi sahab and
shanshad begum.muhammad akram nadeem.
mohamedrafiq rahim on Tuesday, April 21, 2015 listen to shamshad begum alone with good lyric and good music too Do din
ki khushi aag lagi aisi khushi ko dil tor diya hy dil tor diya dil tor diya
aag lagi aisi khushi se