Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Nigaho Se Jab Teer Tune Nikala - निगाहो से जब तीर तूने निकाला
nigaho se jab teer tu ne nikala
zamaana ye bola arey maar daala
are maar dala aji maar dala
haye maar dala
nigaho se jab teer tu ne nikala
zamaana ye bola are maar daala
are maar dala aji maar dala
haye maar dala
din aankho se peene pilane ke aaye
din aankho se peene pilane ke aaye
peene pilane ke aaye
najar bahki bhaki kadam dagmagaaye
kadam dagmagaaye
ada se jo aanchal ko tune sambhala
zamaana ye bola are maar daala
arey maar dala aji maar dala
haye maar dala
chaman hai diwane bhaare diwani
salaamat rahe teri qatil jawani
wo teri qatil jawani
jo masti ka dekha chalkata pyala
zamaana ye bola are maar daala
are maar dala aji maar dala
haye maar dala
kabhi muskurana kabhi ruth jana
kabhi ruth jana
ajab bhola bhala ye tera nishana
ye tera nishana
kiya tune jadoo jo sabse nirala
zamaana ye bola are maar daala
are maar dala aji maar dala
haye maar dala