Video of "O Amiro Ke Parmeshwar (Version Ii)" from YouTube
O Amiro Ke Parmeshwar (Version Ii) Video Thumbnail
Advertisement
O Amiro Ke Parmeshwar (Version Ii) - ओ अमीरों के परमेश्वर
Lyrics of O Amiro Ke Parmeshwar (Version Ii) - ओ अमीरों के परमेश्वर
o amiro ke parmeshwar
hum garibo ki bhi le khabar
dekho hum lut rahe hai tere raz me
kuch hamara bhi insaf kar
o amiro ke parmeshwar

ek pathar dil pe rakhkar
tere jag me hai hum ji rahe
chupke chupke sabse chhupke
zindagi ka zahar pi rahe
kon jane kis roz hoga khatam
kon jane kis roz hoga khatam
aansuo se bhara ye safar
o amiro ke parmeshwar
hum garibo ki bhi le khabar
dekho hum lut rahe hai tere raz me
kuch hamara bhi insaf kar
o amiro ke parmeshwar

man ke andar dukh chhupakar
haye barso se hum ro rahe
kya bataye kya sunaye
hum pe kya kya sitam ho rahe
hum to jite hai data tere desh me
hum to jite hai data tere desh me
aaj talwar ki dhar par
o amiro ke parmeshwar
hum garibo ki bhi le khabar
dekho hum lut rahe hai tere raz me
kuch hamara bhi insaf kar
o amiro ke parmeshwar
lyrics of song O Amiro Ke Parmeshwar (Version Ii)
Poetic Translation - Lyrics of O Amiro Ke Parmeshwar (Version Ii) - ओ अमीरों के परमेश्वर
Oh, God of the Wealthy, hear our plea,
Attend the plight of poverty.
We are plundered in your dominion,
Grant us justice, set us free.
Oh, God of the Wealthy.

With hearts of stone, we tread this world,
Concealing pain, our lives unfurl.
Silently, secretly, we sip the poison,
Of existence, bitterness we’ve swirled.
Who knows when this will end?
Who knows when this will end?
This journey, tears our only friend.
Oh, God of the Wealthy, hear our plea,
Attend the plight of poverty.
We are plundered in your dominion,
Grant us justice, set us free.
Oh, God of the Wealthy.

Within our hearts, we hide our sorrow,
For years, we’ve wept, awaiting tomorrow.
What can we tell, what can we share?
Of the cruel torments we borrow.
We live, O Giver, in your land,
We live, O Giver, in your land,
Upon the blade of a sword we stand.
Oh, God of the Wealthy, hear our plea,
Attend the plight of poverty.
We are plundered in your dominion,
Grant us justice, set us free.
Oh, God of the Wealthy.

Paigham (1959) - Movie Details
Film CastDilip Kumar, Raaj Kumar, B Saroja Devi, Vyjayantimala, Motilal, Pandaribai, Johnny Walker, Minu Mumtaz SingerAsha Bhosle, C Ramachandra, Manna Dey, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur LyricistPradeep Music ByC Ramachandra DirectorS S Vasan External LinksPaigham at IMDB      Paigham at Wikipedia Movie at YTPaigham at YT    Paigham at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement