Video of "O Gandhi Ke Beto O Nehru Ke Chelo, Jara Ruk Ke Socho" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
O Gandhi Ke Beto O Nehru Ke Chelo, Jara Ruk Ke Socho - ओ गाँधी के बेटो ओ नेहरु के चेलों, जरा रुक के सोचो
Lyrics of O Gandhi Ke Beto O Nehru Ke Chelo, Jara Ruk Ke Socho - ओ गाँधी के बेटो ओ नेहरु के चेलों, जरा रुक के सोचो
o gandhi ke beto o nehru ke chelo
jara ruk ke socho watan ki kasam
ham kaha ja rahe hai ham kaha ja rahe hai

o gandhi ke beto o nehru ke chelo
jara ruk ke socho watan ki kasam
ham kaha ja rahe hai ham kaha ja rahe hai

yaha prem tha or sachi preet
yaha pahli pahli bahar aayi hai
ye wo desh hai jiski tahjib ne
jamane ko tahjib sikhlayi thi
jamane ko tahjib sikhlayi thi
ham kaha ja rahe hai ham kaha ja rahe hai

o gandhi ke beto o nehru ke chelo
jara ruk ke socho watan ki kasam
ham kaha ja rahe hai ham kaha ja rahe hai
lyrics of song O Gandhi Ke Beto O Nehru Ke Chelo, Jara Ruk Ke Socho
Poetic Translation - Lyrics of O Gandhi Ke Beto O Nehru Ke Chelo, Jara Ruk Ke Socho - ओ गाँधी के बेटो ओ नेहरु के चेलों, जरा रुक के सोचो
Sons of Gandhi, disciples of Nehru,
pause a moment, by the nation's oath,
reflect where we are journeying,
reflect where we are journeying.

Sons of Gandhi, disciples of Nehru,
pause a moment, by the nation's oath,
reflect where we are journeying,
reflect where we are journeying.

Here once bloomed love, a truth profound,
here spring's first blush did grace the ground.
This is the land, whose gentle grace,
taught civilization to the human race,
taught civilization to the human race.
Reflect where we are journeying,
reflect where we are journeying.

Sons of Gandhi, disciples of Nehru,
pause a moment, by the nation's oath,
reflect where we are journeying,
reflect where we are journeying.

Hum Kahan Ja Rahe Hain (1966) - Movie Details
Film CastPrakash, Neena, Nadira, Murad, Jagirdar, Abhi Bhattacharya, Jankidas, Leela Mishra SingerGeeta Dutt, Asha Bhosle, Manna Dey,Krishna Kalle, Mahendra Kapoor LyricistQamar Jalalabadi, Bharatiya Music ByBasant Prakash DirectorNitin Bose External LinksHum Kahan Ja Rahe Hain at IMDB       Movie at YTHum Kahan Ja Rahe Hain at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement