Video of "O Maajhi Teri Naiyaan Se Chhuta Kinaara" from YouTube
O Maajhi Teri Naiyaan Se Chhuta Kinaara Video Thumbnail
Advertisement
O Maajhi Teri Naiyaan Se Chhuta Kinaara - ओ मांझी तेरी नैया से छूटा किनारा
Lyrics of O Maajhi Teri Naiyaan Se Chhuta Kinaara - ओ मांझी तेरी नैया से छूटा किनारा
o maajhi teri naiyaa se chhuta kinaara
o maajhi teri naiyaa se chhuta kinaara
kaha le chali samay ki dhaara kaha le chali samay ki dhaara
bichhad gaye sab tere apane ujad gaye sab sundar sapane
bichhad gaye sab tere apane ujad gaye sab sundar sapane
o maajhi tera khel bigad gaya saara
kaha le chali samay ki dhaara kaha le chali samay ki dhaara

ho dosh na de tu in maujo ko
kuch mat bol tu sab logo ko
ho dosh na de tu in maujo ko
kuch mat bol tu sab logo ko
o maajhi tujhe tere nasibo ne maara
kaha le chali samay ki dhaara
kaha le chali samay ki dhaara

patwaaro ko tod gaye hai
bich bhanwar woh chhod gaye hai
patwaaro ko tod gaye hai
bich bhanwar wo chhod gaye hai
o maajhi tune jisako bhi paar utaara
kaha le chali samay ki dhaara
kaha le chali samay ki dhaara
o maajhi teri naiyaa se chhuta kinaara
kaha le chali samay ki dhaara
kaha le chali samay ki dhaara
lyrics of song O Maajhi Teri Naiyaan Se Chhuta Kinaara
Poetic Translation - Lyrics of O Maajhi Teri Naiyaan Se Chhuta Kinaara - ओ मांझी तेरी नैया से छूटा किनारा
Oh, boatman, your boat has lost the shore,
Oh, boatman, your boat has lost the shore,
Where does Time's current carry us, where?
Where does Time's current carry us, where?

All you held dear, they've now departed,
All your beautiful dreams, shattered, departed.
Oh, boatman, your game has fallen apart,
Where does Time's current carry us, where?
Where does Time's current carry us, where?

Do not blame the waves' wild sway,
Say nothing to those you meet along the way.
Do not blame the waves' wild sway,
Say nothing to those you meet along the way.
Oh, boatman, your fate, it has torn you apart,
Where does Time's current carry us, where?
Where does Time's current carry us, where?

The oars have broken, snapped and gone,
They left you lost in the whirlpool’s dawn.
The oars have broken, snapped and gone,
They left you lost in the whirlpool’s dawn.
Oh, boatman, whom you ferried across the deep,
Where does Time's current carry us, where?
Where does Time's current carry us, where?
Oh, boatman, your boat has lost the shore,
Where does Time's current carry us, where?
Where does Time's current carry us, where?

Aar Paar (1985) - Movie Details
Film CastMithun Chakraborty, Meenakshi Seshadri, Roshni, Nutan, Asit Sen, Utpal Dutt, Manik Dutt, Tarun SingerAsha Bhosle, Shailendra Singh, Kishore Kumar, Sabina Yasmin, R D Burman LyricistAnand Bakshi Music ByR D Burman DirectorShakti Samanta ProducerShakti Samanta External LinksAar Paar at IMDB      Aar Paar at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement