Video of "Pa Ke Nazro Ka Ishara" from YouTube
Pa Ke Nazro Ka Ishara Video Thumbnail
Advertisement
Pa Ke Nazro Ka Ishara - पा के नजरो का इशारा हम किसी के हो गए
Lyrics of Pa Ke Nazro Ka Ishara - पा के नजरो का इशारा हम किसी के हो गए
pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye
le ke ulfat ka sahara ham kisi ke ho gaye
pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye
le ke ulfat ka sahara

pee to ham pehli najar me rah gaye dil tham ke
pee to ham pehli najar me rah gaye dil tham ke
jab mili najare dobara
jab mili najare dobara ham kisi ke ho gaye
pa ke najaro ka ishara ham kisi ke ho gaye
le ke ulfat ka sahara

lab abhi khulne na paye the kisi ke samne
lab abhi khulne na paye the kisi ke samne
us se pehle dil pukara
us se pehle dil pukara ham kisi ke ho gaye
pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye
le ke ulfat ka sahara

ek jara ankhe milakar dekh leti berukhi
ek jara ankhe milakar dekh leti berukhi
ho gaya koi hamara
ho gaya koi hamara ham kisi ke ho gaye
pa ke najro ka ishara ham kisi ke ho gaye
le ke ulfat ka sahara ham kisi ke ho gaye
pa ke najaro ka ishara
lyrics of song Pa Ke Nazro Ka Ishara
Poetic Translation - Lyrics of Pa Ke Nazro Ka Ishara - पा के नजरो का इशारा हम किसी के हो गए
By the glance, a whispered sign, we are claimed,
By love's embrace, our spirits tamed,
By the glance, a whispered sign, we are claimed,
By love's embrace.

In that first glance, our hearts did cease,
In that first glance, our hearts did cease,
As if time had paused to see,
When eyes met a second time, we are claimed,
By the glance, a whispered sign, we are claimed,
By love's embrace.

Before lips could speak their plea,
Before lips could speak their plea,
Our hearts did call out to be,
Before the words could fall we are claimed,
By the glance, a whispered sign, we are claimed,
By love's embrace.

If cold eyes had but met ours to see,
If cold eyes had but met ours to see,
One of us would be,
One of us would be our heart’s very own, we are claimed,
By the glance, a whispered sign, we are claimed,
By love's embrace, we are claimed,
By the glance.

Kaneez (1949) - Movie Details
Film CastShyam, Munawar Sultana, Kuldip Kaur, Cuckoo, Ramesh Sinha, Shyama, Tiwari, Sinha SingerShamshad Begum, G M Durrani, Zeenat Begum, Geeta Dutt, Surinder Kaur, Mohammad Rafi LyricistShatir Ghaznavi, Hasrat Lakhnavi, Harishchandra, Sarshar Sailani Music ByGhulam Haider, Hansraj Behl DirectorKrishna Kumari External LinksKaneez at IMDB       Movie at YTKaneez at YT    Kaneez at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement