Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Paniyo Sa - पानियों सा
jo tere laagi preet mohe
rooh baar baar tera naam le
ki rab se hai maangi yehi dua
tu hathon ki lakeerein thaam le
chup hai bate dil kaise bayan mainkaru
tu hi kehde wo jo baat main keh na saku
ki sang tere paniyo sa paaniyon sa
paniyo sa behta rahu
tu sunti rahe main kahaniya sa kehta rahu
ki sang tere badlo sa badlo sa
baadlo sa udta rahu
tere ek ishare pe teri ore mudta rahu
aaadhi zamin aadha aasmaan tha
aadhi manzile aadha raasta tha
ek tere aane se mukammal hua sab ye
bin tere jahaan bhi bewajah tha
tera dil banke main sath tere dhdakun
khud ko tujhse ab door na jaane du
ki sang tere paniyo sa paniyo sa
paniyo sa behta rahu
tu sunti rahe main kahaniya sa kehta rahu
ki sang tere baadlon sa badlo sa
badlo sa udta rahu