Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Papa Tu Hai Na - पापा तू है ना
teri main pari hun tune nazo se hain pala
girne diya na mujhko bahoon mein sambhalna
tu badal ke jaisa kadi dhoop mein hain
zameen pe tuhi rab ke roop mein hain
tujhse hain yeh kehna tujhse hain yeh kehna
papa tu hai na papa tu hain na papa tu hai mere sath
tho gam ki kya hain baththo darr ki kya hain bath
papa tu hai na papa tu hain na papa tu hai mere sath
to gam ki kya hain baat to darr ki kya hain baat
papa tu hai na papa tu hain na
papa tu hai mere sath to gam ki kya hain baat
to darr ki kya hain baat
papa tu hai na papa tu hain na papa tu hai mere sath
to taare mere pass aur chanda bhi mere haath
to gam ki kya hain baat to darr ki kya hain baat