Video of "Patthar Hai Kudaa Patthar Ke Sanam" from YouTube
Patthar Hai Kudaa Patthar Ke Sanam Video Thumbnail
Advertisement
Patthar Hai Kudaa Patthar Ke Sanam - पत्थर के खुदा पत्थर के सनम
Lyrics of Patthar Hai Kudaa Patthar Ke Sanam - पत्थर के खुदा पत्थर के सनम
patthar ke khuda patthar ke sanam
patthar ke hi isaan paaye hai
patthar ke khuda patthar ke sanam
patthar ke hi isaan paaye hai
tum sahar-e-mohabbat kahae ho
tum sahar-e-mohabbat kahae ho
ham jaan bacha kar aaye hai
patthar ke khuda patthar ke sanam
patthar ke hi isaan paaye hai

butakhaana samajhate ho jisako
puchchho na wahaan kya haalat hai
butakhaana samajhate ho jisako
puchchho na wahaan kyaa haalat hai
ham log wahi se laute hai
bas shukr karo laut aaye hai
tum sahar-e-mohabbat kahae ho
tum sahar-e-mohabbat kahae ho
ham jaan bacha kar aaye hai
patthar ke khuda patthar ke sanam
patthar ke hi isaan paaye hai

ham soch rahe hai muddat se
ab umr guzaare bhi to kahaan
ham soch rahe hai muddat se
ab umr guzaare bhi to kahaan
saharaa me khushi ke phul nahi
shaharo me gamo ke saaye hai

hotho pe tabassum halkaa saa
aankho me nami si ai faaqir
hotho pe tabassum halka sa
aankho me nami si ai faaqir
ham ahal-e-mohabbat par aksar
aise bhi zamaane aaye hai
tum sahar-e-mohabbat kahae ho
tum sahar-e-mohabbat kahae ho
ham jaan bachaa kar aaye hai
patthar ke khudaa patthar ke sanam
patthar ke hi isaan paaye hai
lyrics of song Patthar Hai Kudaa Patthar Ke Sanam
Poetic Translation - Lyrics of Patthar Hai Kudaa Patthar Ke Sanam - पत्थर के खुदा पत्थर के सनम
Stone gods and stone idols,
Only stone humans reside.
Stone gods and stone idols,
Only stone humans reside.
You call it the city of love,
You call it the city of love,
We escaped with our lives.
Stone gods and stone idols,
Only stone humans reside.

The temple you praise so highly,
Ask not of its wretched state.
The temple you praise so highly,
Ask not of its wretched state.
We are those who returned from there,
Be grateful we made it back.
You call it the city of love,
You call it the city of love,
We escaped with our lives.
Stone gods and stone idols,
Only stone humans reside.

We've pondered for so long now,
Where will we spend our years?
We've pondered for so long now,
Where will we spend our years?
No flowers of joy in the city,
Only shadows of sorrow remain.

A faint smile on our lips,
A touch of dampness, O seeker.
A faint smile on our lips,
A touch of dampness, O seeker.
For us, the lovers, often,
Such times have come to pass.
You call it the city of love,
You call it the city of love,
We escaped with our lives.
Stone gods and stone idols,
Only stone humans reside.

Non-Film (Jagjit Singh) - Movie Details
SingerJagjit Singh
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement