Video of "Peete Raho Janab" from YouTube
Peete Raho Janab Video Thumbnail
Advertisement
Peete Raho Janab - और तो कुछ ना हुआ पी के बहक जाने से
thumb coming soon
Peete Raho Janab
3.50 - 2 votes
Lyrics of Peete Raho Janab - और तो कुछ ना हुआ पी के बहक जाने से
aur to kuch naa hua pee ke bahak jaane se
aur to kuch naa hua pee ke bahak jaane se
baat maikhane ki baahar gayi maikhane se
peete raho janab magar
peete raho janab magar hosh mein raho
peete raho janab magar hosh mein raho
peete raho janab magar hosh mein raho
hosh mein raho ji magar hosh mein raho
mausam pe hai shabaab magar hosh mein raho
mausam pe hai shabaab magar hosh mein raho
peete raho janab magar hosh mein raho

kisne pilayi kitni pilayi kahaan se pee
kisne pilayi kitni pilayi kahaan se pee
kisne pilayi kitni pilayi kahaan se pee
rakho naa ye hisaab magar hosh mein raho
rakho naa ye hisaab magar hosh mein raho
peete raho janab magar hosh mein raho

honthon se kesuo se badan se nigaah se
honthon se kesuo se badan se nigaah se
honthon se kesuo se badan se nigaah se
jam kar pio sharaab magar hosh mein raho
jam kar pio sharaab magar hosh mein raho
hosh mein raho ji magar hosh mein raho
peete raho janab magar hosh mein raho
peete raho janab magar hosh mein raho


lyrics of song Peete Raho Janab
Poetic Translation - Lyrics of Peete Raho Janab - और तो कुछ ना हुआ पी के बहक जाने से
Nothing more transpired from the drunken sway,
Nothing more transpired from the drunken sway,
Than the tavern's secrets spilled to the day.
Drink, friend, and do so with grace,
Drink, friend, and do so with grace,
Drink, friend, and do so with grace,
With grace, and with grace, find your place.
The season's a bloom, but with grace, find your station,
The season's a bloom, but with grace, find your station,
Drink, friend, and do so with grace.

Who poured the wine, how much, and from where it came?
Who poured the wine, how much, and from where it came?
Who poured the wine, how much, and from where it came?
Forget the sum, yet with grace, play the game.
Forget the sum, yet with grace, play the game.
Drink, friend, and do so with grace.

From lips, from tresses, from form, from the glance,
From lips, from tresses, from form, from the glance,
From lips, from tresses, from form, from the glance,
Quench your thirst deeply, yet with grace, take a chance.
Quench your thirst deeply, yet with grace, take a chance.
With grace, and with grace, find your stance.
Drink, friend, and do so with grace,
Drink, friend, and do so with grace.

Tauba Tauba (1986) - Movie Details
SingerBhupinder Singh, Mitali Singh LyricistIbrahim Ashq, Shadab, Ashk Ambalvi, Kasam Quraishi Music ByBhupinder Singh
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement