Video of "Pehla Nasha Pehla Nasha" from YouTube
Pehla Nasha Pehla Nasha Video Thumbnail
Advertisement
Pehla Nasha Pehla Nasha - पहला नशा पहला खुमार, नया प्यार है नया इंतज़ार
Lyrics of Pehla Nasha Pehla Nasha - पहला नशा पहला खुमार, नया प्यार है नया इंतज़ार
pahla nasha pahla khumaar, naya pyar hai naya intejar
kar lu mai kya apna haal ae dil-ae bekarar
mere dil-ae bekarartu hi bata
pahla nasha pahla khumaar

udta hi phiru in hawaao me kahi
ya mai jhul jaau in ghataao me kahi
udta hi phiru in hawaao me kahi
ya mai jhul jaau in ghataao me kahi
ek kar du aasmaan aur jameen
kaho yaaro kya karu kya nahi
pahla nasha pahla khumaar, naya pyar hai naya intejar
kar lu mai kya apna haal ae dil-ae bekarar
mere dil-ae bekarartu hi bata
pahla nasha pahla khumaar

usne baat ki kuch aise dhang se
sapne de gayi wo hajaaro rang se
rah jaau jaise mai haar ke
aur chume wo mujhe pyar se
pahla nasha pahla khumaar, naya pyar hai naya intejar
kar lu mai kya apna haal ae dil-ae bekarar
mere dil-ae bekarartu hi bata
pahla nasha pahla khumaar
lyrics of song Pehla Nasha Pehla Nasha
Poetic Translation - Lyrics of Pehla Nasha Pehla Nasha - पहला नशा पहला खुमार, नया प्यार है नया इंतज़ार
First intoxication, first haze, a love newborn, a wait untold,
What shall I do, my restless heart, lost and bold?
My restless heart, you must now say,
First intoxication, first haze.

Shall I fly away in these winds so free,
Or in the clouds, eternally be?
Shall I fly away in these winds so free,
Or in the clouds, eternally be?
Unite the sky and land, a single plea,
Tell me, friends, what must I do, eternally?
First intoxication, first haze, a love newborn, a wait untold,
What shall I do, my restless heart, lost and bold?
My restless heart, you must now say,
First intoxication, first haze.

She spoke with such a beguiling art,
Gave me dreams in a thousand shades, a brand new start.
Left me defeated, in a sweet, tender plight,
And kissed me with love, pure and bright.
First intoxication, first haze, a love newborn, a wait untold,
What shall I do, my restless heart, lost and bold?
My restless heart, you must now say,
First intoxication, first haze.

Back To My Future (Album) (2011) - Movie Details
SingerSuraj Jagan LyricistRajendra Krishan, Harivansh Rai Bachchan, Hasrat Jaipuri, Anand Bakshi, Majrooh Sultanpuri, Shailendra Music ByR.D. Burman, Shiv - Hari, Suraj, Jatin - Lalit, S.D. Burman, Shankar - Jaikishan, Kalyanji - Anandji
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement