Video of "Pehli Pehli Baar Jab, Pyar Kisi Se Hota Hai" from YouTube
Pehli Pehli Baar Jab, Pyar Kisi Se Hota Hai Video Thumbnail
Advertisement
Pehli Pehli Baar Jab, Pyar Kisi Se Hota Hai - पहली पहली बार जब, प्यार किसी से होता है
Lyrics of Pehli Pehli Baar Jab, Pyar Kisi Se Hota Hai - पहली पहली बार जब, प्यार किसी से होता है
pehli pehli baar jab, pyaar kisi se hota hai
hota hai ye haal jab, pyaar kisi se hota hai
ye dil kahi lagata nahin
teri tarah meri tarah, paagal sabhi ho jaate hai
ho pehli pehli baar jab, pyaar kisi se hota hai

dil ko karaar nahi aata, raaton ko nind nahin aati
jaan chali jaati hai lekin, aake teri yaad nahi jaati
tauba mere yaar jab, pyaar kisi se hota hai
he hota hai ye haal jab, pyaar kisi se hota hai
ye dil kahi lagata nahin
teri tarah meri tarah, paagal sabhi ho jaate hai
ho pehli pehli baar jab, pyaar kisi se hota hai

pyaar mein karu bewafaai, aisa nahi main harjaai
laankhon haseeno ko dekha, tu hi pasand mujhe aayi
hota hai kamaal jab, pyaar kisi se hota hai
he hota hai ye haal jab, pyaar kisi se hota hai
ye dil kahi lagata nahin
teri tarah meri tarah, paagal sabhi ho jaate hai
ho pehli pehli baar jab, pyaar kisi se hota hai
he hota hai ye haal jab, pyaar kisi se hota hai
lyrics of song Pehli Pehli Baar Jab, Pyar Kisi Se Hota Hai
Poetic Translation - Lyrics of Pehli Pehli Baar Jab, Pyar Kisi Se Hota Hai - पहली पहली बार जब, प्यार किसी से होता है
When love first blooms, a tender shoot,
This plight descends when love takes root.
My heart finds no solace near,
Like you, like me, all consumed by fear.
When love first blooms, a tender shoot.

No peace within, nor slumber's grace,
Life ebbs away, yet memory's embrace
Remains, a phantom in the night.
Oh, dear friend, when love takes flight,
This plight descends when love takes root.

I, in love, would not betray,
My heart unwavering, come what may.
I've seen a thousand faces bright,
But you alone ignite my light.
When wonder dawns, when love takes root,
This plight descends when love takes root.
My heart finds no solace near,
Like you, like me, all consumed by fear.
When love first blooms, a tender shoot,
This plight descends when love takes root.

Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1998) - Movie Details
Film CastSalman Khan, Twinkle Khanna, Anupam Kher, Johny Lever, Namrata Shirodkar, Saeed Jaffrey, Farida Jalal, Himani Shivpuri, Aditya Narayan, Harish Patel, Ravi Baswani, Viveck Vaswani, Mushtaq Khan SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu, Lata Mangeshkar, Sonu Nigam, Udit Narayan LyricistAnand Bakshi Music ByJatin Pandit, Lalit Pandit DirectorDeepak Sareen ProducerKumar S Taurani, Ramesh S Taurani External LinksJab Pyar Kisi Se Hota Hai at IMDB      Jab Pyar Kisi Se Hota Hai at Wikipedia Movie at YTJab Pyar Kisi Se Hota Hai at YT    Jab Pyar Kisi Se Hota Hai at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement