Video of "Phir Chedne Aayi Hai Kali Badariya" from YouTube
Advertisement
Phir Chedne Aayi Hai Kali Badariya - (फिर छेड़ने आई है वो कालि बदरिया)-२
Lyrics of Phir Chedne Aayi Hai Kali Badariya - (फिर छेड़ने आई है वो कालि बदरिया)-२
phir chhedne aayi hai wo kaali badariya
phir chhedne aayi hai wo kaali badariya
ab tum hi kaho haan
ab tum hi kaho kaise mai sambhlun sawariya
phir chhedne aayi hai wo kaali badariya
phir chhedne aayi hai
daman mei badariya ke hai sawan ki ghataye
daman mein badariya ke hai sawan ki ghataye
khamosh zabani me jo ye tujhko sunaaye
khamosh zabani me jo ye tujhko sunaye
aey ruthhe huye
aey ruthe huye sabr ki chhalki hai gagariya
phir chhedne aayi hai wo kaali badariya
phir chhedne aayi hai
is rut me jo ruthhe wo kabhi chain na paye
is rut me jo ruthhe wo kabhi chain na paye
sawan kabhi jeewan me phir uske na aaye
sawan kabhi jeewan me phir uske na aaye
lag jaye use o
lag jaye use kali badariya ki nazariya

Poetic Translation - Lyrics of Phir Chedne Aayi Hai Kali Badariya - (फिर छेड़ने आई है वो कालि बदरिया)-२
Again, she comes, the dark cloud's embrace,
Again, she comes, the dark cloud's face.
Tell me now, I plead,
Tell me, how can I, oh dark one, find my grace?
Again, she comes, the dark cloud's embrace,
Again, she comes.
In her folds, the monsoon's tears reside,
In her folds, the monsoon's tears confide.
Silent language, in your heart, they hide,
Silent language, where your secrets glide.
Oh, you who've fled,
Oh, you who've fled, patience overflows, the pitcher wide.
Again, she comes, the dark cloud's embrace,
Again, she comes.
In this season, those who turn away, find no peace,
In this season, those who turn away, find no release.
The monsoon’s song, their lifetime will cease,
The monsoon's song, forever will decrease.
May she gaze upon him,
May she gaze upon him, with the dark cloud's decrees.

Rasiya (1954) - Movie Details
SingerLata Mangeshkar, Asha Bhosle
LyricistD N Madhok
Music ByBulo C Rani
External LinksRasiya at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films