Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Phir Kisi Rahaguzar Par Shaayad - करूँ ना याद मगर किस तरह भुलाऊ उसे
karu na yaad magar kis tarah bhulaau use
gazal bahana karu or gungunaau use
karu na yaad magar kis tarah bhulaau use
gazal bahana karu or gungunaau use
wo khar khaar hai shakhe gulaab ki maanind
mai jhkm jhakm hu fir bhi gle lagau use
fir kisi fir kisi rahguzar par shaayad
phir kisi rahaguzar par shaayad
ham kabhi mil sake magar shaayad
phir kisi rahaguzar par
phir kisi rahaguzar par shaayad
ham kabhi mil sake magar shaayad
phir kisi rahaguzar par shaayad
ajanabiyat ki dhundh chat jaaye
ajanabiyat ki dhundh chat jaaye
chamak uthe teri nazar shaayad
phir kisi rahaguzar par shaayad
jaan pehchaan se bhi kya hoga
jaan pehchaan se bhi kya hoga
jaan pehchaan se bhi kya hoga
jaan pehchaan se bhi kya hoga
phir bhi aye dost gaur kar shaayad
phir kisi rahaguzar par shaayad
jo bhi bichhde hai
jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz
jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz
jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz
phir bhi tu intzaar kar shaayad
phir kisi rahaguzar par shaayad
ham kabhi mil sake magar shaayad
phir kisi rahguzar par shaayad shaayad shaayad
Comments for lyrics of song "Phir Kisi Rahaguzar Par Shaayad"
jasbongy on Monday, March 08, 2010 Jagjit Singh ji sings beautifully this ghazal with excellent lyrics. Thanks
Ajay ji. Regards. Didi.10***********
ziaullah590 on Wednesday, February 22, 2012 jin logo ne ghulam ali sahib ko nahi suna...wo moseeqi kay alif bay se waqif nahi...un logo ko aur music nahi sunni chahiye.he is the legend...he is the father of all singers...he just amazing...wah wah wah... koi bhi ghazal utha lo...har lafz me jadugari...ghor se suno.. your dewana zia khan mardan...
Akshaya Trivedi on Monday, May 07, 2012 Ahmad Faraz Sa'ab must have felt proud to listen to this Ghazal sung by
Great Ghulam Ali as he handled each and every labz of Faraz Sa'ab with so
much delicacy. Solutes to Ghulam Ali and thanks to Bhipidillon for upload
live concert.
cheecheepia on Sunday, October 20, 2013 You are right brother ... as you know these singers sing so many ghazals
and songs in concerts and its hard for them to pay attention on sur n taal
and on the lyric at the same time. Give him benefit of doubt, thanks for
watching.
Harpal Singh on Thursday, May 10, 2012 i agree with u ziaullah590 sahibji..i am listening Gulam Ali Sahib since
1972 and now it is 2012...very long period has elapsed but his magic does
not allow me to listen none other than him...