Video of "Phir Miloge Kabhi Is Baat Ka Vada Karlo" from YouTube
Advertisement
Phir Miloge Kabhi Is Baat Ka Vada Karlo - फिर मिलोगे कभी इस बात का वादा कर लो
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
Music byO P Nayyar
LyricistS H Bihari
ActorSharmila Tagore, Biswajeet
CategoryRomantic Songs
MovieYeh Raat Phir Na Ayegi (1966)
Lyrics of Phir Miloge Kabhi Is Baat Ka Vada Karlo - फिर मिलोगे कभी इस बात का वादा कर लो
phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo
phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo
hamse ek aur mulaakaat ka vaada kar lo
phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo
hamse ek aur mulaakaat ka vaada kar lo
phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo
dil ki har baat adhuri hai adhuri hai abhi
apni ek aur mulaakaat zaruri hai abhi
dil ki har baat adhuri hai adhuri hai abhi
apni ek aur mulaakaat zaruri hai abhi
chand lamho ke liye saath ka vaada kar lo
hamse ek aur mulaakaat ka vaada kar lo
phir miloge kabhi is baat ka vaada kar lo
aap kyun dil ka hasi raaz mujhe dete hai
kyun naya nagma naya saaz mujhe dete hai
mai to hu dubi hui pyaar ki tufaano me
aap saahil se hi aavaaz mujhe dete hai
kal bhi hoge yahi jazbaat ye vaada kar lo

Poetic Translation - Lyrics of Phir Miloge Kabhi Is Baat Ka Vada Karlo - फिर मिलोगे कभी इस बात का वादा कर लो
Promise me, you'll meet again,
Promise me, this meeting's not the end.
Promise another rendezvous,
Promise me, you'll meet anew.
Promise me, you'll meet again.
Every whispered word remains unsaid,
Our story's incomplete, unread.
Another meeting, a necessity,
A new chapter for you and me.
Promise moments, side by side,
Promise another, take me for a ride.
Promise me, you'll meet again.
Why unveil the heart's bright secret,
Why offer melodies, so complete?
Lost in love's tumultuous sea,
You call from shore, just calling me.
Promise these feelings will remain,
Promise another, ease the pain.
Promise me, you'll meet again,
Promise me, you'll meet again.
Promise me, you'll meet again.
Promise me, this meeting's not the end.
Promise another rendezvous,
Promise me, you'll meet anew.
Promise me, you'll meet again.
Every whispered word remains unsaid,
Our story's incomplete, unread.
Another meeting, a necessity,
A new chapter for you and me.
Promise moments, side by side,
Promise another, take me for a ride.
Promise me, you'll meet again.
Why unveil the heart's bright secret,
Why offer melodies, so complete?
Lost in love's tumultuous sea,
You call from shore, just calling me.
Promise these feelings will remain,
Promise another, ease the pain.
Promise me, you'll meet again,
Promise me, you'll meet again.
Promise me, you'll meet again.
Yeh Raat Phir Na Ayegi (1966) - Movie Details
Film CastBiswajeet, Sharmila Tagore, Mumtaz, Asit Sen, Prithviraj Kapoor, Sailesh Helen, Helen, B M Vyas, Madhumati
SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi
LyricistAziz Kashmiri, S H Bihari
Music ByO P Nayyar
DirectorBrij
External LinksYeh Raat Phir Na Ayegi at IMDB
Movie at YTYeh Raat Phir Na Ayegi at YT Yeh Raat Phir Na Ayegi at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films