Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Phoolo Ka Rang - फूलों का रंग
phulo ka rang mausam ki jaan hum hain
phulo ka rang mausam ki jaan hum hain
humse bahar hain masti hain pyar hain
raaho ka nur manjil ki shaan hum hain
najuk badan ye titliyan
koi inhe samjha hain kya
naachti hui gaati hui
najuk badan ye titliyan
koi inhe samjha hain kya
ye bijliyan ye bijliyan
phulo ka rang mausam ki jaan hum hain
humse bahar hain masti hain pyar hain
raaho ka nur manjil ki shaan hum hain
l l l ll la
aanchal ude julfe khule
badal ruke chhaye ghata
najare mile bahke kadam
saagar chale barshe nasha
aanchal ude julfe khule
badal ruke chhaye ghata
najare mile bahke kadam
saagar chale barshe nasha
phulo ka rang mausam ki jaan hum hain
humse bahar hain masti hain pyar hain
raaho ka nur manjil ki shaan hum hain
sau baar wo dhunde hume
ek baar hum jinse mile
hasti nidar humse chale jhume fida kaliya khile
sau baar wo dhunde hume
ek baar hum jinse mile
phulo ka rang mausam ki jaan hum hain
humse bahar hain masti hain pyar hain
raaho ka nur manjil ki shaan hum hain