Video of "Piparaa Ke Patavaa Sarikhe Dole Manavaa" from YouTube
Piparaa Ke Patavaa Sarikhe Dole Manavaa Video Thumbnail
Advertisement
Piparaa Ke Patavaa Sarikhe Dole Manavaa - पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा
Lyrics of Piparaa Ke Patavaa Sarikhe Dole Manavaa - पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा
pipra ke patvaa sarikhe dole manva
ki jiyara ma uthat hilor
arey purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva
ki chal aaj desvaa ki or
pipra ke patvaa sarikhe dole manva
ki jiyara ma uthat hilor
purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva
ki chal aaj desvaa ki or

pipra ke patvaa sarikhe dole manva
ki jiyara ma uthat hilor
purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva
ki chal aaj desvaa ki or

jhuki jhuki bole kare kare ye badarva
jhuki jhuki bole kare kare ye badarva
kabse pukare tohe naino ka kajarva
umad ghumad jab garje badariya re
thumak thumak nache mor
purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva
ki chal aaj desvaa ki or

simit simit bole lambi ye dagariya
simit simit bole lambi ye dagariya
jaldi jaldi chal rahi apni nagariya
rahiya takat birahaniya dulhaniya re
bandh ke laganiya ki dor
purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva
ki chal aaj desvaa ki or
lyrics of song Piparaa Ke Patavaa Sarikhe Dole Manavaa
Poetic Translation - Lyrics of Piparaa Ke Patavaa Sarikhe Dole Manavaa - पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा
Like a leaf of peepal, my spirit trembles,
As waves surge within my heart.
From the eastern breeze, a message arrives,
To journey towards my homeland, a fresh start.

Bent low, speak the dark, brooding clouds,
Bent low, speak the dark, brooding clouds,
For ages, your eyes have yearned, longing aloud.
When the storm clouds gather and thunder,
The peacock dances, forevermore.
From the eastern breeze, a message arrives,
To journey towards my homeland, a fresh start.

The long road whispers, drawing near,
The long road whispers, drawing near,
Hurry, traveler, to your city, my dear.
The bride awaits, a lonely yearning,
Bound by the threads of love's lore.
From the eastern breeze, a message arrives,
To journey towards my homeland, a fresh start.

Godaan (1963) - Movie Details
Film CastRaj Kumar, Kamini Kaushal, Shashikala, Shobha Khote, Mehmood, Tun Tun, Madan Puri SingerAsha Bhosle, Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi, Mukesh LyricistAnjaan Music ByPt Ravi Shankar DirectorTrilok Jetley External LinksGodaan at IMDB      Godaan at Wikipedia Movie at YTGodaan at YT    Godaan at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement