Video of "Prabhu Ji Rakho Laaj Hamari" from YouTube
Prabhu Ji Rakho Laaj Hamari Video Thumbnail
Advertisement
Prabhu Ji Rakho Laaj Hamari - प्रभु जी, तुम राखो लाज हमारी
Lyrics of Prabhu Ji Rakho Laaj Hamari - प्रभु जी, तुम राखो लाज हमारी
prabhu ji prabhu ji, tum rakho laaz hamari
prabhu ji prabhu ji, tum rakho laaz hamari

man ki baat chupi nahi sabse
man ki baat chupi nahi sabse
joban dhan sari
rakho laaz hamari, prabhu ji prabhu ji tum

kya vidata jaal bichaya
aur biraja ka taro me aaya, man panchi usme samata
kismat me tha dukho ne jana, is bandhan se tum hi chudao
is bandhan se tum hi chudao, pyare krishan murari
rakho laaz hamari, prabhu ji prabhu ji tum

kaise dekh rahi hu sapna, sapno ki kya hota apna
kaise dekh rahi hu sapna, sapno ki kya hota apna
jo kuch hua meri marji se, mujhko sone na de
rakho laaz hamari, prabhu ji prabhu ji tum

dur baho me naa aao aao
tumse dheer bandao aao, jivan me toofan utha hai
prabhu ji prabhu ji , jivan me toofan utha hai
aur aankho abhi yade, rakho laaz hamari
prabhu ji prabhu ji, tum rakho laaz hamari
lyrics of song Prabhu Ji Rakho Laaj Hamari
Poetic Translation - Lyrics of Prabhu Ji Rakho Laaj Hamari - प्रभु जी, तुम राखो लाज हमारी
Lord of Lords, Lord of Lords, keep my honor safe.
Lord of Lords, Lord of Lords, keep my honor safe.

The heart's secrets are unveiled to all,
The heart's secrets are unveiled to all.
Youth fades, the bloom now falls.
Keep my honor safe, Lord of Lords, Lord of Lords, You.

What snare did fate then cast?
And the weaver's thread among the stars, where the soul-bird finds its rest.
In sorrow's grasp, I've known my fate, from this binding, You alone release,
From this binding, You alone release, Beloved Krishna Murari.
Keep my honor safe, Lord of Lords, Lord of Lords, You.

How I witness this dream's unfold, what solace dreams can hold?
How I witness this dream's unfold, what solace dreams can hold?
What I desired, now burdens me, and sleep eludes me.
Keep my honor safe, Lord of Lords, Lord of Lords, You.

Do not linger in distant arms,
Draw near, O gentle one, draw near, a tempest rages through my life.
Lord of Lords, Lord of Lords, a tempest rages through my life,
And still the eyes hold memories, keep my honor safe.
Lord of Lords, Lord of Lords, You, keep my honor safe.

Hospital (1943) - Movie Details
Film CastJawahar, Kanan Devi, Hiralal, Krishnakant, Tulsi, Manorama SingerKanan Devi, Jawahar, Robin Majumdar LyricistPandit Bhushan, Pandit Madhur Music ByKamal Dasgupta DirectorSushil Mazumdar External LinksHospital at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement