Video of "Puchhe Jo Koi Meri Nishani Rang Hina Likhna" from YouTube
Advertisement
Puchhe Jo Koi Meri Nishani Rang Hina Likhna - पूछे जो कोई मेरी निशानी रंग हिना लिखना
SingerShaan, Shreya Ghoshal
Music byShantanu Moitra
ActorJimmy Shergill, Minissha Lamba
CategoryRomantic Songs
MovieYahaan (2005)
Lyrics of Puchhe Jo Koi Meri Nishani Rang Hina Likhna - पूछे जो कोई मेरी निशानी रंग हिना लिखना
puchhe jo koi meri nishani rang hina likhna
gore badan pe ungli se mera nam ada likhna
kabhi kabhi aas pas chand rehta hain
kabhi kabhi aas pas sham rehti hain
aao na aao na jahnam me behne de
wadi ke mausam bhi ek din to badlenge
kabhi kabhi aas pas chand rehta hain
kabhi kabhi aas pas sham rehti hain
aau to subah jau to mera nam sabah likhna
barf pade to barf pe mera nam dua likhna
jara jara aag wag pass rehti hain
jara jara angdi ki aanch rehti hain
kabhi kabhi aas pas chand rehta hain
kabhi kabhi aas pas sham rehati hain
shame bujhane aati hain rate
rate bujhane tum a gaye ho
jab tum haste ho din ho jata hain
tum gale lago to din so jata hain
doli uthane aayega din to
pas bitha lena kal jo mile to
mathe pe mere suraj uga dena
jara jara aas pas dhup rahegi
jara jara aas pas rang rahenge

Poetic Translation - Lyrics of Puchhe Jo Koi Meri Nishani Rang Hina Likhna - पूछे जो कोई मेरी निशानी रंग हिना लिखना
If asked for a sign, write henna's stain,
On pale skin, my name, a whispered refrain.
Sometimes the moon lingers near,
Sometimes the evening shadows appear.
Come now, come now, let us drown in hell,
Even the valley's seasons will one day compel.
Sometimes the moon lingers near,
Sometimes the evening shadows appear.
If I come in the morn, write "dawn" as my name,
On falling snow, write "prayer," a whispered flame.
Little embers glow nearby,
A languid warmth, where desires lie.
Sometimes the moon lingers near,
Sometimes the evening shadows appear.
Evenings come to extinguish the night,
And you came to quench the night's fading light.
When you smile, the day begins to gleam,
In your embrace, the day finds its dream.
When the sun arrives in a bride's palanquin,
Let me sit beside you, if we meet again.
On my brow, let the sun arise,
A little light, where sunshine lies,
A little light, where colours reside,
A little light, where sunshine resides,
A little light, where colours reside.

Yahaan (2005) - Movie Details
Film CastJimmy Sheirgill, Minissha Lamba, Yashpal Sharma, Mukesh Tiwari, Gyan Prakash, Dolly Ahluwalia, Palak Jain, Prathmesh Mehta
SingerShaan, Shreya Ghoshal, Nizami Bandhu, Tara
LyricistNizami Bandhu, Gulzar
Music ByShantanu Moitra, Nizami Bandhu, Sameeruddin, Abhishek Arora
DirectorShoojit Sircar
ProducerGary Grewal, Robby Grewal, Shoojit Sircar
External LinksYahaan at IMDB Yahaan at Wikipedia
Movie at YTYahaan at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films