Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Pyaar Hota Kayi Baar Hai - प्यार होता कई बार है
ishq mere yaara tu kar le dobaara
bas ik bar mein hi bhare na dil bechara
sang rehne ke shaam savere
kya karne hai vaade bathere
hai zindagani agar char din ki
toh lene hi kyun saat pehre
tune jawaani mein seekha
na jaane kahan ka saleeqa
jo pehle hi break up mein dil ne tere
give up kar diya
ek baar hi kiya toh yaaron pyaar kya kiya
ek baar hi kiya toh yaaron pyaar kya kiya
pyaar hota hota hota kayi baar hai
sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
pyaar hota hota hota kayi baar hai
pyaar hota hota hota kayi baar hai
pehli mohabbat mein toh lagta yahi hai darling
mar jaunga jo mujhko ye na mili
agli dafa mohabbat hoti hai toh lagta hai
yeh wali mujhko pehle kyun na mili
woh dil kya bhala jo toota naa kabhi
pehli dafaa chot kha ke
kyun dil ko lagana hi chhodein
sab kuch mohabbat mein chalta hai toh
kyun na do chaar dil hum bhi todein
tu ne jawaani mein seekha
na jaane kahan ka saleeqa
jo pehle hi break up mein dil ne tere
give up kar diya
ek baar hi kiya toh yaaron pyaar kya kiya
ek baar hi kiya toh yaaron pyaar kya kiya
pyaar hota hota hota kayi baar hai
sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
sirf ek pe kiya toh dil nissar kya kiya
pyaar hota hota hota kayi baar hai
pyaar hota hota hota kayi baar hai
come on, let's go, let's go
tainu pyaar di load ae chahida kinna ve
bolo bolo kadi das de yaar nu
inna inna ve
say no, say no tainu pyar di load ae
chahida kinna ve
tuhadi khidmat vich haazir
ae lo, ae lo
pyaar hota hota hota kayi baar hai