|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Pyar Ka Naghma Hu Mai To - प्यार का नगमा हूँ मैं तो धडकनों का साज़ हूँpyar ka nagma hu mai to dhadkano ka saaz hu
pyar ka nagma hu mai to dhadkano ka saaz hu
gaur se suniye mujhe mai
gaur se suniye mujhe mai apki aawaz hu
hai kaha mera thikana aap ke dil ke siwa
hai kaha mera thikana aap ke dil ke siwa
aap bhi ye jante hai
aap bhi ye jante hai apka mai raaz hu
pyar ka nagma hu mai to dhadkano ka saaz hu
kar diya gustakh mujhko sokhiyo ne apki
kar diya gustakh mujhko sokhiyo ne apki
apki hi mai ada hu
apki hi mai ada hu apka andaz hu
pyar ka nagma hu mai to dhadkano ka saaz hu
hum bhi koi chhod jayenge nishani pyar ki
hum bhi koi chhod jayenge nishani pyar ki
tu mera shahejaha hai
tu mera shahejaha hai mai teri mumtaz hu
pyar ka nagma hu mai to dhadkano ka saaz hu
gaur se suniye mujhe mai apki aawaz hu
pyar ka nagma hu mai to dhadkano ka saaz hu
Aashiyan |
Singer: | Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas | Lyricist: | Rani Malik, Rahat Indori, Payam Saeedi,Dilip Tahil, Jiya Amrohi, Qatil Shifai | Music Director: | Lalit Tahir, Parvez Akthar, Arun Paudwal |
|
|
|
|
|