Video of "Pyar Ki Bahar Le Ke, Dil Ka Karar Le Ke" from YouTube
Pyar Ki Bahar Le Ke, Dil Ka Karar Le Ke Video Thumbnail
Advertisement
Pyar Ki Bahar Le Ke, Dil Ka Karar Le Ke - प्यार की बहार ले के, दिल का करार ले के
Lyrics of Pyar Ki Bahar Le Ke, Dil Ka Karar Le Ke - प्यार की बहार ले के, दिल का करार ले के
pardeshiya o pardeshiya
pyar ki bahar le ke dil kaa karar le ke
aaja re aaja pardesiya aaja pardesiya o pardesiya
pyar ki bahar le ke dil kaa karar le ke
aaja re aaja pardesiya aaja pardesiya o pardesiya

koyi mera dosh hai naa koyi kasur hai
kyon mere sajana najro se dur hai najro se dur hai
najro me pyar le ke sapano ke har le ke
aaja re aaja pardesiya aaja pardesiya o pardesiya

kaha gaye balma mujh ko bisar ke
yad karo balma wade woh pyar ke
kaha gaye balma mujh ko bisar ke
yad karo balma wade woh pyar ke wade woh pyar ke
gulo gulzar le ke bago bahar le ke
aaja re aaja pardesiya aaja pardesiya o pardesiya

pyar ki bahar le ke dil kaa karar le ke
aaja re aaja pardesiya aaja pardesiya o pardesiya
lyrics of song Pyar Ki Bahar Le Ke, Dil Ka Karar Le Ke
Poetic Translation - Lyrics of Pyar Ki Bahar Le Ke, Dil Ka Karar Le Ke - प्यार की बहार ले के, दिल का करार ले के
Stranger, O my Stranger,
Bearing spring of love, heart's solace in hand,
Come, oh come, my Stranger, come, oh Stranger,
Bearing spring of love, heart's solace in hand,
Come, oh come, my Stranger, come, oh Stranger.

Is it my fault, some hidden sin,
That my love dwells beyond sight, distant and thin?
Bringing love to my gaze, a garland of dreams,
Come, oh come, my Stranger, come, oh Stranger.

Where has my beloved gone, forgetting me now?
Remember, my love, the vows, the love we'd avow.
Where has my beloved gone, forgetting me now?
Remember, my love, the vows, the love we'd avow.
Bringing gardens in bloom, the bloom of the glade,
Come, oh come, my Stranger, come, oh Stranger.

Bearing spring of love, heart's solace in hand,
Come, oh come, my Stranger, come, oh Stranger.

Bahar (1951) - Movie Details
Film CastKaran Dewan, Pran, Vyjayantimala, Padmini, Baby Tabassum, Sundar, Gope, Om Prakash, Leela Mishra, Pandaribai SingerGeeta Dutt, Kishore Kumar, Shamshad Begum, Talat Mahmood Music ByS D Burman DirectorM V Raman External LinksBahar at IMDB      Bahar at Wikipedia Movie at YTBahar at YT    Bahar at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement