Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Qaid Khud Hi Se - क़ैद खुद ही से
koi bhi na milta hai mujhse
koi bhi na milta hai mujhse
sab hi khafa hai kya mujhse?
dekh kar bhi nahi dekhte hai
dekh kar bhi nahi dekhte hai
unse pucho khafa hai kya mujhse?
na gila he koi agar khafa hai woh
na gila he koi agar khafa hai woh
shayad main bhi khafa hi hoon khud se
haan main bhi khafa hi hoon khud se
shayad main bhi khafa hi hoon khud se
haan main bhi khafa hi hoon khud se
maine nadiyon pahadon se pucha
un logo ko kaise manaau
jo ukhde ukhde hai thode
unko wapis main kaise bulaau?
mujhko nadiyon pahadon ne bola
koi bhi khafa na hai tujhse
mujhko nadiyon pahadon ne bola
koi bhi khafa na hai tujhse
tu hi khafa hai bas khud se
haan tu hi khafa hai bas khud se
tu hi khafa hai bas khud se
haan tu hi khafa hai bas khud se
Randeep Hooda, Arun Govil, Adil Hussain, Sapna Pabbi, Louise Cole, Daphne Alexander, Lana Pavlova, David Bardsley, Xavi Nixon, Manav Chaudhuri, Tatjana Anders, Matthew Thomas-Robinson, Gregory Fung, Manvi Bali