Video of "Qarib Aa Ye Nazar Phir Mile Mile Naa Mile" from YouTube
Qarib Aa Ye Nazar Phir Mile Mile Naa Mile Video Thumbnail
Advertisement
Qarib Aa Ye Nazar Phir Mile Mile Naa Mile - करीब आ ये नज़र फिर मिले मिले ना मिले
Lyrics of Qarib Aa Ye Nazar Phir Mile Mile Naa Mile - करीब आ ये नज़र फिर मिले मिले ना मिले
qareeb aaye nazar phir mile mile na mile
qareeb aaye nazar phir mile mile na mile
ye aarazu kaa chaman phir khile khile na khile
qareeb aaye nazar phir mile mile na mile
qareeb aaye nazar

taras raha hai ye dil teri ik nazar ke liye
taras raha hai ye dil teri ik nazar ke liye
bas ek nazar teri kaafi hai umr bhar ke lie
nazar se pyar jata lab hile hile na hile
qareeb aaye nazar phir mile mile na mile
qareeb aaye nazar

nazar utha ke tere samane bahar khadi
nazar utha ke tere samane bahar khadi
koi hasina nigaho me le ke pyar khadi
phir is ada ki kali khile khile na khile
nazar utha ke tere samane bahar khadi
qareeb aaye nazar phir mile mile na mile
ye aarazu kaa chaman phir khile khile na khile
qareeb aaye nazar phir mile mile na mile
qareeb aa ye nazar
lyrics of song Qarib Aa Ye Nazar Phir Mile Mile Naa Mile
Poetic Translation - Lyrics of Qarib Aa Ye Nazar Phir Mile Mile Naa Mile - करीब आ ये नज़र फिर मिले मिले ना मिले
Draw near, O gaze, that we might meet, or not,
Draw near, O gaze, that we might meet, or not,
This garden of longing, blooms, or it is forgot,
Draw near, O gaze, that we might meet, or not,
Draw near, O gaze.

This heart, it thirsts for but a glance from you,
This heart, it thirsts for but a glance from you,
One look from you, enough for life anew,
Love from your eyes, though lips should not imbue,
Draw near, O gaze, that we might meet, or not,
Draw near, O gaze.

Lift your gaze, a springtime stands before,
Lift your gaze, a springtime stands before,
A beauty waits, love at its core,
Will this sweet bud blossom any more?
Lift your gaze, a springtime stands before,
Draw near, O gaze, that we might meet, or not,
This garden of longing, blooms, or it is forgot,
Draw near, O gaze, that we might meet, or not,
Draw near, O gaze.

Anita (1967) - Movie Details
Film CastManoj Kumar, Sadhna, I S Johar, Sajjan, Dhumal, Indu Shivraj, Birbal, Helen, Chand Usmani, Bela Bose, Madhumati, Mukri, Prem Chopra SingerMukesh, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar LyricistArzoo Lakhnavi, Anand Bakshi, Raja Mehdi Ali Khan Music ByLaxmikant Pyarelal DirectorRaj Khosla ProducerRaj Khosla External LinksAnita at IMDB      Anita at Wikipedia Movie at YTAnita at YT    Anita at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement