Video of "Qismat Bigadi Duniyaa Badali Phir Kaun Kisi Kaa" from YouTube
Qismat Bigadi Duniyaa Badali Phir Kaun Kisi Kaa Video Thumbnail
Advertisement
Qismat Bigadi Duniyaa Badali Phir Kaun Kisi Kaa - किस्मत बिगड़ी दुनिया बदली फिर कौन किसी का
Lyrics of Qismat Bigadi Duniyaa Badali Phir Kaun Kisi Kaa - किस्मत बिगड़ी दुनिया बदली फिर कौन किसी का
kismat bigadi duniya badli
kismat bigadi duniya badli
phir kaun kisi ka hota hai
ae duniya walo sach to kaho
kya pyar bhi jhutha hota hai
kismat bigadi duniya badli

jab bura zamana aata hai
saya bhi juda ho jata hai
wo dil par chot lagata hai
jo dil ko pyara hota hai
kismat bigadi duniya badli

duniya me wafa ka naam nahi
duniya ko wafa se kaam nahi
sab jisko mohabbat kahate hai
nadan wo dhokha hota hai
kismat bigadi duniya badli

tufan se kashti bach nikali
sahil pe pahuchkar dub gayi
bhagwan tumhari duniya me
andher ye kaisa hota hai
kismat bigadi duniya badli
phir kaun kisi ka hota hai
ae duniya walo sach to kaho
kya pyar bhi jhutha hota hai
kismat bigadi duniya badli
jab bura zamana aata hai
saya bhi juda ho jata hai
wo dil par chot lagata hai
jo dil ko pyara hota hai
kismat bigadi duniya badli

duniya me wafa ka naam nahi
duniya ko wafa se kaam nahi
sab jisko mohabbat kahate hai
nadan wo dhokha hota hai
kismat bigadi duniya badli
kismat bigadi duniya badli
lyrics of song Qismat Bigadi Duniyaa Badali Phir Kaun Kisi Kaa
Poetic Translation - Lyrics of Qismat Bigadi Duniyaa Badali Phir Kaun Kisi Kaa - किस्मत बिगड़ी दुनिया बदली फिर कौन किसी का
Fortune falters, the world transforms,
Fortune falters, the world transforms,
Then who truly belongs to whom?
O denizens of the world, speak the truth,
Is even love a fabricated bloom?
Fortune falters, the world transforms.

When adversity's shadow descends,
Even the shade abandons its form,
The heart receives the deepest wound,
From the beloved, sheltered and warm.
Fortune falters, the world transforms.

In this world, fidelity finds no name,
Fidelity holds no sway in its core.
What all call love, with hopeful claim,
Is but a fool's deception, forevermore.
Fortune falters, the world transforms.

The boat survived the tempest's rage,
Yet, reaching shore, it sank and was lost.
O God, in your world, what dark stage,
Where shadows are the ultimate cost?
Fortune falters, the world transforms,
Then who truly belongs to whom?
O denizens of the world, speak the truth,
Is even love a fabricated bloom?
Fortune falters, the world transforms.
When adversity's shadow descends,
Even the shade abandons its form,
The heart receives the deepest wound,
From the beloved, sheltered and warm.
Fortune falters, the world transforms.

In this world, fidelity finds no name,
Fidelity holds no sway in its core.
What all call love, with hopeful claim,
Is but a fool's deception, forevermore.
Fortune falters, the world transforms.
Fortune falters, the world transforms.

Afsana (1951) - Movie Details
Film CastAshok Kumar, Veena, Jeevan, Pran, Cuckoo, Baby Tabassum, Ratan Kumar, Kuldip Kaur, Jagdeep, Uma Dutt, Chaman Puri, Narbada Shankar, Prem K SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh, Shamshad Begum LyricistAssad Bhopali Music ByHusanlal Bhagatram DirectorB R Chopra External LinksAfsana at IMDB      Afsana at Wikipedia Movie at YTAfsana at YT    Afsana at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement