Video of "Raabta (Raabta-2017)" from YouTube
Raabta (Raabta-2017) Video Thumbnail
Advertisement
Raabta (Raabta-2017) - राबता ( राबता- 2017)
Lyrics of Raabta (Raabta-2017) - राबता ( राबता- 2017)
tujhse kiya hai dil ne bayaan
kiya nigaahon ko zubaan
waada wafaa ka kiya

tujhse liya hai khud ko mila
liya duaavon ka sila
jeene ka sapna liya

dil ke makaan mein tu mehmaan rahaa, rahaa
aankhon ki zubaan kare hai bayaan kahaa ankahaa
kuch toh hai tujhse raabta, kuch toh hai tujhse raabta
kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
kuch toh hai tujhse raabta

hmm, meherbani jaate jaate mujhpe kar gaya
guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya
tera nazaara mila roshan sitaara mila
taqdeer ka jaise koi ishaara mila

tera ehsaan lage hai jahan me khila haan khila
sapno mein mere tera hi nishaan mila haan mila

kuch toh hai tujhse raabta, kuch toh hai tujhse raabta
kyun hai ye kaise hai ye tu bata, kuch toh hai tujhse raabta

hadh se zyada mohabbat hoti hai jo
kehte hain ke ibaadat hoti hai woh

qusoor hai ya koi yeh fitoor hai
kyun lage sab kuch andhera hai bas yeh hi noor hai
qusoor hai ya koi yeh fitoor hai
kyun lage sab kuch andhera hai bas yeh hi noor hai

jo bhi hai manzoor hai, kuch toh hai tujhse raabta
kuch toh hai tujhse raabta
kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
kuch toh hai tujhse raabta, na jaane kya pata

kuch toh hai tujhse raabta
kuch toh hai tujhse raabta
kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
kuch toh hai tujhse raabta, na jaane kya pata


lyrics of song Raabta (Raabta-2017)
Raabta (2017) - Movie Details
Film CastJim Sarbh, Kriti Sanon, Nidhi Subbaiah, Sushant Singh Rajput, Varun Sharma SingerArijit Singh, Nikita Gandhi, Diljit Dosanjh, Pardeep Singh Sran, Altamash Faridi, Shadab Faridi, Neha Kakkar, Meet Bros, Atif Aslam, Jubin Nautiyal LyricistAmitabh Bhattacharya, Irshad Kamil, Kumaar, Jitendra Raghuvanshi Music ByJAM8, Sohrabuddin DirectorDinesh Vijan ProducerBhushan Kumar, Dinesh Vijan, Homi Adajania, Krishan Kumar External LinksRaabta at IMDB      Raabta at Wikipedia Movie at YTRaabta at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement