Video of "Raam Prabhu Aadhaar Jagat Ke" from YouTube
Raam Prabhu Aadhaar Jagat Ke Video Thumbnail
Advertisement
Raam Prabhu Aadhaar Jagat Ke - राम प्रभु आधार जगत के
Lyrics of Raam Prabhu Aadhaar Jagat Ke - राम प्रभु आधार जगत के
ram prabhu aadhaar jagat ke
ram prabhu aadhaar jagat ke
ram jivan aadhaar
ram ek aadarsh hamare
vandan karun hazaar ho
vandan karun hazaar
shri ram shri ram

do akshar ki amogh shakti
do akshar ki amogh shakti
mahaamantra hai mangal nam
mahaamantra hai mangal nam
shri ram shri ram
shri ram jai ram jai jai ram
raam prabhu aadhar
raam prabhu aadhaar jagat ke
raam jivan aadhaar
raam ek aadarsh hamaare
vandan karun hazaar ho
vandan karun hazaar
shri ram shri ram

aajaanubaahu vir dhanurdhar
shaamal kaanti sharir sundar
aajaanubaahu vir dhanurdhar
shaamal kaanti sharir sundar
sur nar paalak asura sanhaarak
bhakt janon ke hain vishraam
shri ram shri ram
shri ram jai ram jai jai ram
ram prabhu aadhaar jagat ke
ram ek aadarsh hamaare
vandan karun hazaar ho
vandan karun hazaar
shri ram shri ram
shri ram shri ram
shri ram jai ram jai jai ram
lyrics of song Raam Prabhu Aadhaar Jagat Ke
Poetic Translation - Lyrics of Raam Prabhu Aadhaar Jagat Ke - राम प्रभु आधार जगत के
Rams' grace, the world's foundation,
Rams' grace, the world's foundation,
Rams' life, the very core.
Ram, our guiding light,
A thousand salutations,
A thousand salutations,
Sri Ram, Sri Ram.

Two syllables, power untold,
Two syllables, power untold,
A great mantra, a blessed name,
A great mantra, a blessed name,
Sri Ram, Sri Ram.
Sri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram.
Rams' grace, the foundation,
Rams' life, the very core.
Ram, our guiding light,
A thousand salutations,
A thousand salutations,
Sri Ram, Sri Ram.

Long-armed hero, bow in hand,
Dark-hued beauty, serene and grand,
Long-armed hero, bow in hand,
Dark-hued beauty, serene and grand,
Protector of gods, destroyer of demons,
Resting place for devotees' hearts.
Sri Ram, Sri Ram.
Sri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram.
Rams' grace, the world's foundation,
Rams' life, the very core.
Ram, our guiding light,
A thousand salutations,
A thousand salutations,
Sri Ram, Sri Ram.
Sri Ram, Sri Ram.
Sri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram.

Sant Tulsidaas (1972) - Movie Details
Film CastShahu Modak, Madhuri, B M Vyas, Reshama, Rekha Chouhan, Sushma SingerBhimsen Joshi, Krishna Kalle LyricistB D Mishra Music ByRam Kadam DirectorP Balachandran ProducerP Balachandran External LinksSant Tulsidaas at IMDB       Movie at YTSant Tulsidaas at YT    Sant Tulsidaas at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement